Suno Na Dil Kya Kehta Lyrics, Singer & Song Details

Love Ke Chakkar Mein 2006 album cover

Love Ke Chakkar Mein 2006 Album Details

B H Tharun Kumar
Anand Raj Anand
Praveen Bhardwaj
Rishi Kapoor, Akshat Bhatia, Namitha, Satish Shah, Shoma Anand

album songs
Suno Na Dil Kya Kehta
Singer : Alka Yagnik, Shaan

Suno Na Dil Kya Kehta Lyrics

Song Title = Suno Na Dil Kya Kehta
Song Lyrics Movie = Love Ke Chakkar Mein (2006)
Singer(s) = Alka Yagnik, Shaan
Song Lyricists = Praveen Bhardwaj
Music Director = Anand Raj Anand, Daboo Malik, Nikhil
Director = B. H. Tharun Kumar
Music Label = T=Series

Mp3 Song Lyrics

((Suno Na Suno Na Dil Kya Kehta Hain - 2
suno Na Suno Na Dil Jo Kehta Hain
deewane Ham Bhi Deewane Tum Bhi
donon Kare Khul Ke Pyaar O Mere Yaar
suno Na Suno Na Dil Kya Kehta Hain
kaho Na Kaho Na Dil Jo Kehta Hain
deewane Ham Bhi Deewane Tum Bhi
donon Kare Khul Ke Pyaar O Mere Yaar
suno Na Suno Na Dil Kya Kehta Hain

yahi Toh Umar Hain Kaha Pe Nazar Hain
hamein Dekho Tum Baar Baar
jawani Ke Din Hain Jawani Ki Raaten
yeh Hota Nahi Baar Baar
jawaan Dhadkanein Bhi Yahi Chahatein Hai
ke Ham Tum Milein Bas Milein
na Tum Kuchh Socho Na Hum Kuchh Bhi Soche
jahaan Dil Kahen Ham Chalen
chalo Na Chalo Na Achha Mauka Hain
ho Suno Na Suno Na Dil Kya Kehta Hain

mere Paas Tum Ho Toh Dil Keh Raha Hain
ke Aaise Mohabbat Karein
mohabbat Mein Jaage Mohabbat Mein Soye
mohabbat Mein Jiye Marein
tumhari Yeh Baatein Kyon Behka Rahi Hain
ke Dil Pe Huaan Kuchh Asar
behak Na Main Jaaun Kahi Hadh Se Jyaada
ke Jaane Do Lagta Hain Darr
daro Na Daro Na Dil Yeh Darta Hain
suno Na Suno Na Dil Kya Kehta Hain
deewane Ham Bhi Deewane Tum Bhi
donon Kare Khul Ke Pyaar O Mere Yaar
suno Na Suno Na Dil Kya Kehta Hain
kaho Na Kaho Na Dil Jo Kehta Hain
tumpe Marta Hai Yeh Dil Tumpe Marta Hain))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Suno Na Dil Kya Kehta

Suno Na Dil Kya Kehta is a song from Love Ke Chakkar Mein 2006. It is sung by Alka Yagnik, Shaan. Lyrics are credited to Praveen Bhardwaj. Music information: Anand Raj Anand. Read the lyrics above and view the Love Ke Chakkar Mein 2006 album song list for more songs and album details.