Suno Kahani Eklavya Ki Lyrics, Singer & Song Details

Eklavya The Royal Guard 2007 album cover

Eklavya The Royal Guard 2007 Album Details

Vidhu Vinod Chopra
Shantanu Moitra
Swanand Kirkire
Amitabh Bachchan, Saif Ali Khan, Sanjay Dutt

album songs
Suno Kahani Eklavya Ki
Singer : Swanand Kirkire

Suno Kahani Eklavya Ki Lyrics

Song Title = Suno Kahani Eklavya Ki
Movie/Album = Eklavya - The Royal Guard (2007)
Singers = Swanand Kirkire
Song Lyricists = Swanand Kirkire
Music Composer = Shantanu Moitra

Mp3 Song Lyrics

((Suno kahani, suno kahani, suno kahani, suno kahani
Eklavya ki nayee kahani ho
Sune bahot the raja rani, yeh hai ek rakshak ki kahani
Eklavya ki nayee kahani ho
Bachche budhe sunle gyani, baat hai kal ki nahi puranee
Eklavya ki nayee kahani ho
Iska nahi koi duja sanee, ankhiyan mein bhar aave pani
Yaad kare iski kurbani ho, janu na, main janu na
Janam maran ka bhed hai kya, main janu na, janu na, main janu na
Dharam adharam ka bhed hai kya, main janu na, janu na, janu na
Main kanth ka putla, kuchh bhi janu na, janu na, janu na
Yeh khel hai kaisa rab ka, janu na

Suno kahani, suno kahani, suno kahani, suno kahani
Eklavya ki nayee kahani ho
Sune bahot the raja rani, yeh hai ek rakshak ki kahani
Eklavya ki nayee kahani ho, janu na, main janu na
Janam maran ka bhed hai kya, main janu na
Janu na, main janu na
Dharam adharam ka bhed hai kya, main janu na

Suno kahani, suno kahani, suno kahani, suno kahani
Eklavya ki nayee kahani ho
Sune bahot the raja rani, yeh hai ek rakshak ki kahani
Eklavya ki nayee kahani ho
Bachche budhe sunle gyani, baat hai kal ki nahi puranee
Eklavya ki nayee kahani ho
Iska nahi koi duja sanee, ankhiyan mein bhar aave pani
Yaad kare iski kurbani ho......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Suno Kahani Eklavya Ki

Suno Kahani Eklavya Ki is a song from Eklavya The Royal Guard 2007. It is sung by Swanand Kirkire. Lyrics are credited to Swanand Kirkire. Music information: Shantanu Moitra. Read the lyrics above and view the Eklavya The Royal Guard 2007 album song list for more songs and album details.