Sunlo Zara Kehta Hai Maan Lyrics, Singer & Song Details

Ekk Deewana Tha 2012 album cover

Ekk Deewana Tha 2012 Album Details

Gautham Menon
A. R. Rahman
Javed Akhtar
Prateik Babbar, Amy Jackson, Manu Rishi, Samantha Ruth Prabhu

album songs
Sunlo Zara Kehta Hai Maan
Singer : Rashid Ali, Shreya Ghoshal

Sunlo Zara Kehta Hai Maan Lyrics

Song Title = Sunlo Zara Kehta Hai Maan
Movie/album = Ekk Deewana Tha (2012)
Singers = Rashid Ali, Shreya Ghoshal, Timmy
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = A.R. Rahman
Director = Gautham Menon

Mp3 Song Lyrics

((Sunlo Zara Kehta hai Maan
Tum se Yeh Dhadkan dhadkan
Yeh jo Pyaar hai
Yeh Bahar hai
Hai jo Pyaar to
Khila har chaman

Sunlo na kehti hai yeh umang
Chalenge sang sang
Le ke hum Pyaar ke ssaare rang

Jaage hai arrmaana
Jasbaat hai jawan
Dil mein Nai hai tarang

Mein hoon dil hai tu hai
Bas Yeh Guftagu hai
Tu meri hai meri hai

Armaan machalte hai
Sapne peeghalte hai
hum Dhun badaltein hai
Ashita ashita

Mausam salona hai
To hosh khona hai
Deewana hona hai
Ashita ashita

Sunlo na kehti hai yeh umang
Chalenge sang sang
Le ke hum Pyaar ke ssaare rang

Jaage hai arrmaana
Jasbaat hai jawan
Dil mein Nai hai tarang

Jaane yeh kya jadoo hai
Kya yeh sama harsoo hai
Tumse Nazar jo mili hai.
Chandani din mein khile hai
Tu hai to yeh fiza hai
Warna duniya kya hai

Yeh husn tu hi hai layi

Armaan machalte hai
Sapne peeghalte hai
hum Dhun badaltein hai
Ashita ashita

Mausam salona hai
To hosh khona hai
Deewana hona hai
Ashita ashita

Sunlo na kehti hai yeh umang
Chalenge sang sang
Le ke hum Pyaar ke ssaare rang

Jaage hai arrmaana
Jasbaat hai jawan
Dil mein Nai hai tarang

Mein hoon dil hai tu hai
Bas Yeh Guftagu hai
Mein teri hoon teri hoon

Armaan machalte hai
Sapne peeghalte hai
hum Dhun badaltein hai
Ashita ashita

Mausam salona hai
To hosh khona hai
Deewana hona hai
Ashita ashita...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Sunlo Zara Kehta Hai Maan

Sunlo Zara Kehta Hai Maan is a song from Ekk Deewana Tha 2012. It is sung by Rashid Ali, Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: A. R. Rahman. Read the lyrics above and view the Ekk Deewana Tha 2012 album song list for more songs and album details.