Sun Jara Soniye Sun Jara Lyrics, Singer & Song Details

Lucky 2005 album cover

Lucky 2005 Album Details

Radhika Rao, Vinay Sapru
Adnan Sami
Sameer
Sneha Ullal, Salman Khan, Mithun Chakraborty

album songs
Sun Jara Soniye Sun Jara
Singer : Sonu Nigam, Adnan Sami

Sun Jara Soniye Sun Jara Lyrics

Song Title = Sun Jara Soniye Sun Jara
Movie or Album = Lucky (2005)
Singer(s) = Sonu Nigam, Adnan Sami
Music Director(s) = Adnan Sami
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((sun jara soniye sun jara - (4)
aaj khamoshiyo se aa rahee hai sada
dhadkane hai divanee, dil bhee kutch keh raha hai) - (2)
sun jara soniye sun sun sun jara

bite lamhon ke saye toh bas yahi tham gaye hai
yad mujhe aaye teree baate
palako kee surkh chadar pe ashk bhee jam gaye hai
teree aankhon se naa hatti aankhe
bebasee kaa hai aalam kya karu mai bata
dhadkane hai divanee, dil bhee kuchh keh raha hai
sun jara soniye sun jara - (2)
aaj khamoshiyo se aa rahee hai sada
dhadkane hai divanee, dil bhee kutch keh raha hai
sun jara soniye sun jara - (2)

chum ke apane hoton se tere gam ko chura lu
lake tujhe de du khushiya saree
apanee har bekararee ko sine mai hee chupa lu
meree chahate jaye tujhpe waree
sehme sehme labon me ghul gaee hai duwa
dhadkane hai divanee dil bhee kutch keh raha hai
sun jara soniye sun jara - (2)
aaj khamoshiyo se aa rahee hai sada
dhadkane hai divanee, dil bhee kutch keh raha hai
sun jara soniye sun jara - (4))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Sun Jara Soniye Sun Jara

Sun Jara Soniye Sun Jara is a song from Lucky 2005. It is sung by Sonu Nigam, Adnan Sami. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Adnan Sami. Read the lyrics above and view the Lucky 2005 album song list for more songs and album details.