Sun Ae Bahar E Husn Lyrics, Singer & Song Details

Night In London 1967 album cover

Night In London 1967 Album Details

Brij
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Biswajeet, Mala Sinha, Johnny Walker

album songs
Sun Ae Bahar E Husn
Singer : Lata Mangeshkar, Mahendra

Sun Ae Bahar E Husn Lyrics

Song Title = Sun Ae Bahar-e-Husn
Movie/album = Night In London (1967)
Singers = Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Brij

Mp3 Song Lyrics

((Sun aye bahare husn
Mujhe tumse pyaar hai
Sun aye bahare husn
Mujhe tumse pyaar hai
Haan haan zaroor hogaa
Mujhe aitbaar hai
Haan zaroor hogaa
Mujhe aitbaar hai
Tum beqaraar ho to
Mujhe kab qaraar hai
Haan haan zaroor hogaa
Mujhe aitbaar hai
Haan zaroor hogaa
Mujhe aitbaar hai

Main kyaa kahoon sanam
Jo mere dil ka haal hai
Main kyaa kahoon sanam
Jo mere dil ka haal hai
Din raat main hoon
Aur tumhaara khayaal hai
Tumhaara khayaal hai
Tum door jab nahin ho
To main beqaraar hoon
Tum paas jab nahin to
Mujhe intezaar hai
Haan haan zaroor hogaa
Mujhe aitbaar hai

Tum dard do agar
To usse main dawaa kahoon
Tum dard do agar
To usse main dawaa kahoon
Main jo hoon wo
Tumhaari zafaa ko wafaa kahoon
Zafaa ko wafaa kahoon
Dekho gale lagaa lo mujhe
Tumko shukriyaa
Dil tod do to
Ye bhi tumhe ikhtiyaar hai
Dil tod do to
Ye bhi tumhe ikhtiyaar hai
Sun aye bahare husn
Mujhe tumse pyaar hai
Haan haan zaroor hogaa
Mujhe aitbaar hai
Haan zaroor hogaa
Mujhe aitbaar hai.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sun Ae Bahar E Husn

Sun Ae Bahar E Husn is a song from Night In London 1967. It is sung by Lata Mangeshkar, Mahendra. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Night In London 1967 album song list for more songs and album details.