Sultana Mera Naam Hai Lyrics, Singer & Song Details

Sangram 1976 album cover

Sangram 1976 Album Details

Harmesh Malhotra
Bappi Lahiri
Gauhar Kanpuri
Shatrughan Sinha, Reena Roy, Danny Denzongpa, Lalita Pawar, Aruna Irani

album songs
Sultana Mera Naam Hai
Singer : Lata Mangeshkar

Sultana Mera Naam Hai Lyrics

Song Title = Sultana Mera Naam Hai
Movie/album = Sangram 1976
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Lyricist(s) = Gauhar Kanpuri
Music(s) = Bappi Lahiri

Mp3 Song Lyrics

((sultana mera nam hai
yaha har chehra badnam hai
fir mujhpe kuy ilzam hai
sultana mera nam hai

uljhane hai yaha aa gaye tum kaha
samjho ishara hamara jamana bura
parde ki bat ko parde mein rahna do
aise mein dil wil ki bate sunana bura
sulatna sultana sultana
he sultana mera nam hai
sultana mera nam hai

sabke do chehre hai raze dil gahre hai
pahre biche hai nazar ke yaha se waha
ho mahfil mein har koi hosh mein hai abhi
manjil ka aise kaise milega nisha
sultana sultana sultana sultana sultana
he he sultana mera nam hai
sultana mera nam hai

hatho mein jam le aankho se kam le
aise mein dhokha naa khana mere dilruba
ho dekho dil se nikal rahi ek bar
mauka dobara toh aata nahi ba khuda
sultana sultana sultana sultana sultana
he he sultana mera nam hai
sultana mera nam hai
yaha har chehra badnam hai
fir mujhpe kuy ilzam hai
sultana mera nam hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Sultana Mera Naam Hai

Sultana Mera Naam Hai is a song from Sangram 1976. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Gauhar Kanpuri. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Sangram 1976 album song list for more songs and album details.