Sulag Uthi Dil Ki Lagi Lyrics, Singer & Song Details

Kinare Kinare 1963 album cover

Kinare Kinare 1963 Album Details

Chetan Anand
Jaidev Verma
Nyaya Sharma
Dev Anand, Meena Kumari, Sunder, Chetan Anand

album songs
Sulag Uthi Dil Ki Lagi
Singer : Lata Mangeshkar

Sulag Uthi Dil Ki Lagi Lyrics

Song Title = Sulag Uthhi Dil Ki Lagi
Movie/album = Kinare Kinare (1963)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Nyaya Sharma
Music Director = Jaidev Verma
Director = Chetan Anand
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Sulag uthhi dil ki lagi
Jalte hain parwaane
Roti hai taqdeeren
Hanste hain afsaane
Sulag uthhi dil ki lagi
Jalte hain parwaane

Ik aandhi aisi bhi
Is dil par chhaayi hai
Ik aandhi aisi bhi
Is dil par chhaayi hai
Apnon kaa zikr hi kyaa
Jarche hain begaane
Sulag uthhi dil ki lagi
Jalte hain parwaane

Shaam bhi hai
Jazbe bhi dil bhi hai
Masti bhi shaam bhi hai
Jazbe bhi dil bhi hai
Masti bhi aa bhi jaa
Teri raah takte hain veeraane
Sulag uthhi dil ki lagi
Jalte hain parwaane
Roti hain taqdeeren
Hanste hain afsaane
Sulag uthhi dil ki lagi
Jalte hain parwaane...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sulag Uthi Dil Ki Lagi

Sulag Uthi Dil Ki Lagi is a song from Kinare Kinare 1963. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Nyaya Sharma. Music information: Jaidev Verma. Read the lyrics above and view the Kinare Kinare 1963 album song list for more songs and album details.