Sufi Tere Pyaar Mein Male Lyrics, Singer & Song Details

Jai Veeru 2009 album cover

Jai Veeru 2009 Album Details

Puneet Sira
Bappi Lahiri
Sameer
Rakesh Bedi, Mahek Chahal, Suraj Godambe

album songs
Sufi Tere Pyaar Mein Male
Singer : Saim Bhatt

Sufi Tere Pyaar Mein Male Lyrics

Song Title = Sufi Tere Pyaar Mein Male
Movie/Album = Jai Veeru (2009)
Singer = Saim Bhat
Music Director(s) = Bappa Lahiri
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((Ohhhaaa.. haa..ha aaa

Teri yaadein mujhe
Tadpati hai, tarsathi hai
Mere dil ko sanam
Dhadkati hai, behkathi hai
Tu kabhi kisi aur kihona nahin
Jadoo tere ishq ne aisa kiya
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya
Sufi tere pyaar mein ban hi gayaaaa

Tu meri chahatein, meri rahatein meri aashiqi
Tu meri aarzoo, meri justajoo meri bekhudi
Tu meri dhadkane, meri zindagiiii.
Meri palkhe kabhi bheegona nahin
Tu kabhi kisi aur kihona nahin
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya
Sufi tere pyaar mein ban hi gayaaaa

Ohhhooooooo.hoohhhooohhhh

Apni tanhaiya, yeh viraniya chalo baant leee
Apni aawargi, yeh deewangichalo baant leeee
Bin tere na lage, kahin aab jiyaaaaa
Ghair ke kwaboon ko, pirona nahin
Tu kabhi kisi aur kihona nahin
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya
Sufi tere pyaar mein ban hi gayaaaa

Teri yaadein mujhe
Tadpati hai, tarsathi hai
Tu kabhi kisi aur kihona nahin
(Tu kisi aur ki hona nahin)
Jadoo tere ishq ne aisa kiya
(aisa kiya)
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya
Sufi tere pyaar mein ban hi gayaaaa
(sufi tere pyaar mein) ban hi gayaaa
(sufi tere pyaar mein) ban hi gayaaaaaa
Ban hi gayaaaa
(Sufi tere pyaar mein ban hi gayaaa..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Sufi Tere Pyaar Mein Male

Sufi Tere Pyaar Mein Male is a song from Jai Veeru 2009. It is sung by Saim Bhatt. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Jai Veeru 2009 album song list for more songs and album details.