Subhanallah Jo Ho Raha Hai Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Jawaani Hai Deewani 2013 album cover

Yeh Jawaani Hai Deewani 2013 Album Details

Ayan Mukerji
Pritam Chakraborty
Amitabh Bhattacharya
Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Kalki Koechlin, Aditya Roy Kapur

album songs
Subhanallah Jo Ho Raha Hai
Singer : Sreerama Chandra Mynampati

Subhanallah Jo Ho Raha Hai Lyrics

Song Title = Subhanallah Jo Ho Raha Hai
Movie/album = Yeh Jawaani Hai Deewani (2013)
Singers = Sreerama Chandra Mynampati
Song Lyricists = Amitabh Bhattacharya
Music Director = Pritam Chakraborty
Director = Ayan Mukerji

Mp3 Song Lyrics

((Ek din kabhi jo khud ko tarashe
Meri nazar se tu zara haaye re..
Aankhon se teri kya kya chhupa hai
Tujhko dikhaun main zara haaye re..
Ek ankahi si daastaan daastan
Kehne lagega aaina..

Subhanallah
Jo ho raha hai pehli dafa hai
Wallah, aesa hua
Subhanallah
Jo ho raha hai pehli dafa hai
Wallah, aesa hua..

Meri khaamoshi se baatein chun lena
Unki dori se taareefein bun lena
Haan..
Meri khaamoshi se baatein chun lena
Unki dori se taareefein bun lena

Kal nahi thi jo aaj lagti hoon
Taareef meri hai khaamakha
Tohfa hai tera mere adaa

Ek din kabhi jo khud ko pukaare
Meri zubaan se tu zara haaye re..
Tujhmein chhupi si jo shaayari hai
Tujhko sunaun main zara haaye re..
Ye do dilo ka wasta wasta..
Khul ke bataya jaaye na

Subhanallah..
Jo ho raha hai pehli dafa hai
Wallah, aesa hua
Subhanallah..
Jo ho raha hai pehli dafa hai
Wallah, aesa hua

Subhanallah..
Jo ho raha hai pehli dafa hai
Wallah, aesa hua
Subhanallah..
Jo ho raha hai pehli dafa hai
Wallah, aesa hua.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Subhanallah Jo Ho Raha Hai

Subhanallah Jo Ho Raha Hai is a song from Yeh Jawaani Hai Deewani 2013. It is sung by Sreerama Chandra Mynampati. Lyrics are credited to Amitabh Bhattacharya . Music information: Pritam Chakraborty. Read the lyrics above and view the Yeh Jawaani Hai Deewani 2013 album song list for more songs and album details.