Subah Ka Bhoola Shaam Ko Lyrics, Singer & Song Details

Gehra Daag 1963 album cover

Gehra Daag 1963 Album Details

O.P. Ralhan
Ravi Shankar Sharma
Shakeel Badayuni
Rajendra Kumar, Mala Sinha, Madan Puri

album songs
Subah Ka Bhoola Shaam Ko
Singer : Asha Bhosle

Subah Ka Bhoola Shaam Ko Lyrics

Song Title = Subah Ka Bhoola Shaam Ko
Song Lyrics Movie = Gehra Daag (1963)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Composer = Ravi Shankar Sharma
Director = O.P. Ralhan

Mp3 Song Lyrics

((Duniya walo jis dukhiya se
Ho jaye koi bhul
Usko tum khata mat samjho
Vo bhi hai ek phool

Subah ka bhula jab shaam ko
Ghar aa jaye to,ghar aa jaye
Vo bhula na kahlaye
Suno ji vo bhula na kahlaye

Subah ka bhula jab shaam ko
Ghar aa jaye to,ghar aa jaye
Vo bhula na kahlaye
Suno ji vo bhula na kahlaye

Kaise panderah din me
Koi razo ko suljaye
Kaise panderah din me
Koi razo ko suljaye
Usi tarah koi meet bichad ke
Tumse fir mil jaye
Usi tarah koi meet bichad ke
Tumse fir mil jaye

Usko akela chod na dena
Chod na dena
Uske sapne todh na dena
Todh na dena
Sachi hai ye baat ki apni
Bhul pe jo pachtaye
Vo bhula na kahlaye
Suno ji vo bhula na kahlaye

Subah ka bhula jab shaam ko
Ghar aa jaye to,ghar aa jaye
Vo bhula na kahlaye
Suno ji vo bhula na kahlaye

Aaj ki jyot jaga lo
Apne jivan ki bati me
Aaj ki jyot jaga lo
Apne jivan ki bati me

Beeti gadiya jinke liye thi
Mil gaye vo matti me
Kal ki bate hui purani, hui purani
Chedo koi nayi kahani, nayi kahani
Bhul ke jo dard aage kadam badaye
Vo bhula na kahlaye
Suno ji vo bhula na kahlaye
Vo bhula na kahlaye
Subah ka bhula jab shaam ko
Ghar aa jaye to,ghar aa jaye
Vo bhula na kahlaye
Suno ji vo bhula na kahlaye
Suno ji vo bhula na kahlaye
Vo bhula na kahlaye
Suno ji vo bhula na kahlaye....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Subah Ka Bhoola Shaam Ko

Subah Ka Bhoola Shaam Ko is a song from Gehra Daag 1963. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Gehra Daag 1963 album song list for more songs and album details.