Soti Hai Ye Raat Lyrics, Singer & Song Details

Do Aur Do Paanch 1980 album cover

Do Aur Do Paanch 1980 Album Details

Rakesh Kumar
Rajesh Roshan
Anjaan
Shashi Kapoor, Amitabh Bachchan, Hema Malini

album songs
Soti Hai Ye Raat
Singer : Kishore Kumar, Anuradha Paudwa

Soti Hai Ye Raat Lyrics

Song Lyrics Title =Soti Hai Ye Raat
Song Lyrics Movie = Do Aur Do Paanch 1980
Singer = Kishore Kumar, Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Anjaan
Music Director = Rajesh Roshan
Director = Rakesh Kumar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((soti hai ye rat sone do nind me jaha ko

khone do
geet mere tum to suno tum kahi so mat jana
soti hai ye rat sone do nind me jaha ko

khone do
geet mere tum to suno tum kahi so mat jana

paas to aao tumhe sunau ek maje ki bat
laut rahe the picnic se hum raste me ho gayi

rat
kahi achanak shor utha mude jo hum to kya

dekha
bhut bhut bhut chupke kaha jaoge aaj na

bacha paoge

fir chintu ne ki chaturayi jadu ki bansri

bajai
jhum jhum ke aisi tan bajai un bhuto ki

shamat aayi
nach nach behal hue har ki dene lage duhai
chod de hamko jane bhi do
soti hai ye rat sone do nind me jaha ko

khone do
geet mere tum to suno tum kahi so mat jana

ye waqt hamse badal ke aankhe koi sitam na

dhaye
palak lage to bas ek badal me shama badal na

jaye
dekho idhar chupo na raho kuch to suno kuch

to kaho
ji karta hai aaj mai sare jag ki aankh se

nind uda du
soti hai ye rat sone do nind me jaha ko

khone do
geet mere tum to suno tum kahi so mat jana))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Soti Hai Ye Raat

Soti Hai Ye Raat is a song from Do Aur Do Paanch 1980. It is sung by Kishore Kumar, Anuradha Paudwa. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Do Aur Do Paanch 1980 album song list for more songs and album details.