Sorry Galatee Ho Gayi Lyrics, Singer & Song Details

Chhota Sa Ghar 1996 album cover

Chhota Sa Ghar 1996 Album Details

Kalpataru
Rajesh Roshan
Indeevar
Asrani, Neelima Azim, Ajinkya Deo

album songs
Sorry Galatee Ho Gayi
Singer : Kumar Sanu, Sadhana Sargam

Sorry Galatee Ho Gayi Lyrics

Song Lyrics = Sorry Galatee Ho Gayi
Song Lyrics Movie or Album = Chhota Sa Ghar
Singer(s) = Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Rajesh Roshan
Director = Kalpataru
Music Label = Ultra
Starring = Asrani, Neelima Azim, Ajinkya Deo

Mp3 Song Lyrics

((sorry sorry galatee ho gayee, mujhko baba maf karo
kuchh duri thee majburi thee tum hee khud insaf karo
jee bharke shikayat kar lena, aaj key din lekin mohabbat kar lena
o meree jan jan jan jan jan, sorry sorry galatee ho........

mohabbat hamne mangee hai meherbani nahee mangee
tarsane ko tadpane ko jindganee nahee mangee
tumne hamko chaha aise jaise koyee ehsan kiya
ham toh tum par jan dete hain, tumne dil mushkil se diya
dilbar kya jo dil tarsata hai, pyar karna shayad tumhe nahee aata hai
o meree jan mai chalatee hu
ajee bolo kaha, koyee tumsa naa ho aasheek waha
seh naa sakogi judayee, tumse achchhi toh tanhayee
ho thaharo thaharo dil naa todo, are jao baba pichha chhodo
sorry sorry galatee ho...........

ghadee bhar ko jindagee kaa naa abb ehsan ham lenge
bina tere agar jina pade toh jan ham denge
sorry sorry galatee ho...........

bat naa rakhana dil me koyee tum bhee dil ko saf karo

jan jan jan ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sorry Galatee Ho Gayi

Sorry Galatee Ho Gayi is a song from Chhota Sa Ghar 1996. It is sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Chhota Sa Ghar 1996 album song list for more songs and album details.