Sooraj Ki Baahon Mein Lyrics, Singer & Song Details

Zindagi Na Milegi Dobara 2011 album cover

Zindagi Na Milegi Dobara 2011 Album Details

Zoya Akhtar
None
None
Abhay Deol, Hrithik Roshan, Farhan Akhtar, Katrina Kaif, Kalki Koechlin, Rajesh

album songs
Sooraj Ki Baahon Mein
Singer : Loy Mendonsa, Dominique Cerejo

Sooraj Ki Baahon Mein Lyrics

Song Title = Sooraj Ki Baahon Mein
Movie/Album = Zindagi Na Milegi Dobara (2011)
singer = Loy Mendonsa , Dominique Cerejo , Clinton Cerejo

Mp3 Song Lyrics

((Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni

Jo bhi badali dil ki taal hai, aha
Yunhi hi aaya ik khayal hai, aha
Paate hum hai zindagi ik baar
Kyun na kare khulke hum isko pyaar
Jaane kiska hai hume intezar
Ke zindagi yehi hai aur yenhi
Jo bhi kal tak bus aarzo, aha
Woh hi paa gaye hain main aur tu, aha
Thaame hum haathon mein yunhi haath
Shehar dil mein ghoomenge saath saath
Saare saare din saari saari raat
Daras rahi hai ik khushi har kahin
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni

Naye naye sapne jo bunn sakey
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Naye naye rasste jo chun sake
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Har pal machalti ho jhoom ke chalti ho woh hai zindagi
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni

Paate hum hai zindagi ik baar
Kyun na kare khulke hum isko pyaar
Jaane kiska hai hume intezar
Ke zindagi yehi hai aur yenhi
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki, ab hai yeh
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Sooraj Ki Baahon Mein

Sooraj Ki Baahon Mein is a song from Zindagi Na Milegi Dobara 2011. It is sung by Loy Mendonsa, Dominique Cerejo. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Zindagi Na Milegi Dobara 2011 album song list for more songs and album details.