Soni Aur Moni Ki Lyrics, Singer & Song Details

Amir Garib 1974 album cover

Amir Garib 1974 Album Details

Mohan Kumar
Laxmikant , Pyarelal
Anand Bakshi
Dev Anand, Hema Malini, Ranjeet, Sujit Kumar

album songs
Soni Aur Moni Ki
Singer : Lata Mangeshkar

Soni Aur Moni Ki Lyrics

Song lyrics Title = Soni aur moni ki
Song lyrics Movie = Amir garib (1974)
Singer(s) = LATA MANGESHKAR
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((soni o moni
soni aur moni ki hai jodi ajeeb
saajan ameer sajani gareeb - 2
soni aur moni ki hai jodi ajeeb
saajan ameer sajani gareeb - 2
ik duur jaaye ik aaye kareeb
saajan ameer sajani gareeb - 2

ho rang raliyon mein
galiyon mein bada shor suna tere naam ka - 2
maana tere paas hai adaa
tu hain raja
magar raani bina kis kaam ke - 2
ho ho ho apna milan ho toh badale naseeb
saajan ameer sajani gareeb - 2
soni aur moni ki hai jodi ajeeb
saajan ameer sajani gareeb - 2

aaise koi tujhko sataye
tadpaaye chale jaaye bachke nahi jaye - 2
haske karle piya baaten mulaakten
jiya jal katke reh jaaye
ho ho ho woh hai mera mehboob mera ratib
saajan ameer sajani gareeb - 2
soni aur moni ki hai jodi ajeeb
saajan ameer sajani gareeb - 2 ))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Soni Aur Moni Ki Video

About Soni Aur Moni Ki

Soni Aur Moni Ki is a song from Amir Garib 1974. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Amir Garib 1974 album song list for more songs and album details.