Sone Ke Gehne Kyon Tune Lyrics, Singer & Song Details

Resham Ki Dori 1974 album cover

Resham Ki Dori 1974 Album Details

Atma Ram
Jaikishan Dayabhai Panchal
Indeevar
Dharmendra, Saira Banu

album songs
Sone Ke Gehne Kyon Tune
Singer : Mohammed Rafi

Sone Ke Gehne Kyon Tune Lyrics

Song Title = Sone Ke Gehne Kyon Tune
Movie/album = Resham Ki Dori (1974)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Atma Ram

Mp3 Song Lyrics

((Sone ke gahne kyu tune pahne
Kaya teri jhud kanchan hai
Gesu banaye to phul kyu sajaye
Tera badan khud gulshan hai
Sone ke gahne kyu tune pahne

Heere ki anghuthi bhi lagti hai jhuthi
Itni chamak teri aankho me
Moti ki mala kyu pahni bala
Moti chupe hai tere dato me
Moti chupe hai tere dato me
Ghadi ghadi darpan ke
Oye hoye hoye
Ghadi ghadi darpan ke
Aage khadi kyu
Tera badan khud darpan hai

Sone ke gahne kyu tune pahne
Kaya teri jhud kanchan hai
Sone ke gahne kyu tune pahne

Suraj sa chamke jab tera mukhda
Mathe pe bindiya sajai kyu’
Lali bina lal hoth hai tere
Hotho pe lali lagayi kyu
Hotho pe lali lagayi kyu
Singar ki haye mai mar jawa
Singar ki tujhko kya jarurat
Singar tera yowan hai
Sone ke gahne kyu tune pahne
Kaya teri jhud kanchan hai
Gesu banaye to phul kyu sajaye
Tera badan khud gulshan hai
Sone ke gahne kyu tune pahne..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Sone Ke Gehne Kyon Tune

Sone Ke Gehne Kyon Tune is a song from Resham Ki Dori 1974. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Jaikishan Dayabhai Panchal. Read the lyrics above and view the Resham Ki Dori 1974 album song list for more songs and album details.