Socha Na Tha Title Lyrics, Singer & Song Details

Socha Na Tha 2005 album cover

Socha Na Tha 2005 Album Details

Imtiaz Ali
Sandesh Shandilya
Irshad Kamil
Abhay Deol, Ayesha Takia

album songs
Socha Na Tha Title
Singer : Sadhana Sargam, Sandesh

Socha Na Tha Title Lyrics

Song Title = Socha Na Tha (Title)
Movie/album =Socha Na Tha (2005)
Singers = Sadhana Sargam, Sandesh Shandilya
Song Lyricists = Irshad Kamil
Music Director = Sandesh Shandilya
Director = Imtiaz Ali

Mp3 Song Lyrics

((Kabhi dil ke kareeb, tumhe mere naseeb
Yun laayenge socha na tha
Ek chahat ka pal, sab savalon ka haal
Yun paayenge socha na tha
Kabhi dil ke kareeb

Aankhein joh ab meri aankhon mein hain
Dhoond raha tha kayi salon se
Aankhein joh ab meri aankhon mein hain
Dhoond raha tha kayi salon se
Kitni milti hain aankhein yeh
Khwabon se mere khayalon se
Ke haqeqaat mein hum, sapno ka sanam
Yun paayenge socha na tha
Kabhi dil ke kareeb, tumhe mere naseeb

Kabhi tanha bethe bethe yunhi
Pal mein hi main ghum ho jaati thi
Kabhi tanha bethe bethe yunhi
Pal mein hi main ghum ho jaati thi
Main bhi kahaan main rehti thi
Aksaar main tum ho jaati thi
Yeh ajaab si khata, aur isski saza
Yun paayenge socha na tha
Kabhi dil ke kareeb, tumhe mere naseeb
Yun laayegne socha na tha
Ek chahat ka pal, sab savalon ka haal
Yun paayenge socha na tha.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Socha Na Tha Title

Socha Na Tha Title is a song from Socha Na Tha 2005. It is sung by Sadhana Sargam, Sandesh. Lyrics are credited to Irshad Kamil. Music information: Sandesh Shandilya. Read the lyrics above and view the Socha Na Tha 2005 album song list for more songs and album details.