Soch Rahi Thi Kahoon Lyrics, Singer & Song Details

Ek Phool Char Kaante 1960 album cover

Ek Phool Char Kaante 1960 Album Details

Bhappi Sonie
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Sunil Dutt, Waheeda Rehman, Johnny Walker

album songs
Soch Rahi Thi Kahoon
Singer : Lata Mangeshkar

Soch Rahi Thi Kahoon Lyrics

Song Title =Soch Rahi Thi Kahoon
Movie/album = Ek Phool Char Kaante (1960)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra
Music Director = Jaikishan, Shankar
Director = Bhappi Soniea

Mp3 Song Lyrics

((Soch rahi thhi kahoon na kahoon
Par aaj kahoongi
Mere sanam tu ne le to liya dil
Yaad rahe mera jeena hai mushkil
Tere bina
Tere bina
Soch rahi thhi kahoon na kahoon
Par aaj kahoongi
Mere sanam tu ne le to liya dil
Yaad rahe
Mera jeena hai mushkil
Tere bina tere bina

Kya main kahoon sajna
Mujh ko hua kya hai
Mujh mein base ho tum
Tum se chhupa kya hai
Kya main kahoon sajna
Mujh ko hua kya hai
Mujh mein base ho tum
Tum se chhupa kya hai
Tum bhi suno ab kehta hai kya dil
Yaad rahe
Mera jeena hai mushkil
Tere bina tere bina
Soch rahi thi kahoon na kahoon
Par aaj kahoongi
Mere sanam tu ne le to liya dil
Yaad rahe
Mera jeena hai mushkil
Tere bina tere bina

Haye re dil dhadke
Aur main ghabraaun
Jee yeh kare kaise
Ud ke chali aaun
Haye re dil dhadke
Aur main ghabraaun
Jee yeh kare kaise
Ud ke chali aaun
Tu hai mere armaanon ki manzil
Yaad rahe mera jeena hai mushkil
Tere bina
Tere bina

Raah mein jab tere
Saath nikalti hoon
Behekte hain yeh qadam
Udti si chalti hoon
Raah mein jab tere
Saath nikalti hoon
Behekte hain yeh qadam
Udti si chalti hoon
Yoon hi rahe sapnon ki yeh jhilmil
Yaad rahe mera jeena hai mushkil
Tere bina tere bina
Soch rahi thhi kahoon na kahoon
Par aaj kahoongi
Mere sanam tu ne le to liya dil
Yaad rahe
Mera jeena hai mushkil
Tere bina tere bina...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Soch Rahi Thi Kahoon

Soch Rahi Thi Kahoon is a song from Ek Phool Char Kaante 1960. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Ek Phool Char Kaante 1960 album song list for more songs and album details.