Soch Na Sake Version 2 Lyrics, Singer & Song Details

Airlift 2016 album cover

Airlift 2016 Album Details

Raja Krishna Menon
Amaal Mallik
Kumaar
Akshay Kumar, Nimrat Kaur, Feryna Wazheir Lena

album songs
Soch Na Sake Version 2
Singer : Arijit Singh

Soch Na Sake Version 2 Lyrics

Song Title = Soch Na Sake Version 2
Movie = Airlift (2016)
Singers = Arijit Singh
Lyrics = Kumaar
Music Director = Amaal Mallik
Director = Raja Krishna Menon

Mp3 Song Lyrics

((Tenu itna main pyar karaan
Ik pal vich sau baar karaan
Tu jaave je mainu chhad ke
Maut da intezaar karaan

Ke tere liye duniya chod di hai
Tujhpe hi sans aake rukhe
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake

Ke tere liye duniya chod di hai
Tujhpe hi sans aake rukhe
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake

Kuch bhi nahi hai ye jahan
Tu hai to hai ismein zindagi

Kuch bhi nahi hai ye jahan
Tu hai toh hai isme zindagi
Ab mujhko jaana hai kahan
Ke tu hi safar hai aakhiri

Ke tere bina jeena mumkin nahi
Na dena kabhi mujhko tu faasle
Main tujhko kitna chahati hoon
Ye tu kabhi soch na sake

Tere liye duniya chod di hai
Tujhpe hi saans aake rukhe
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake

Ankhon ki hai yeh khwahishein
Ki chehre se teri na hatein
Neendon mein bas tere
khwabon ne li hai karwatein

Ki teri ore mujhko leke chale
Ye duniya bhar ke sab rastein
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake

Tere liye duniya chod di hai
Tujhpe hi sans aake rukhe
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Soch Na Sake Version 2

Soch Na Sake Version 2 is a song from Airlift 2016. It is sung by Arijit Singh. Lyrics are credited to Kumaar. Music information: Amaal Mallik. Read the lyrics above and view the Airlift 2016 album song list for more songs and album details.