Siyapati Ramchandra Ki Jai Lyrics, Singer & Song Details

Bekaraar 1983 album cover

Bekaraar 1983 Album Details

Rajendra Prasad V.B.
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Asrani, Mohnish Bahl, Mohan Choti

album songs
Siyapati Ramchandra Ki Jai
Singer : Asha Bhosle

Siyapati Ramchandra Ki Jai Lyrics

Song Lyrics Title = Siyapati Ramchandra Ki Jai
Song Lyrics Movie = Bekaraar
Singers= Asha Bhosle
Song Lyricists =Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant Pyarelal
Director =Rajendra Prasad V.B.
Music Label =Ultra

Mp3 Song Lyrics

((Siyapati ram chandar ki jai
Dekho sita ko ram mil gaye
Lo ji radha ko sham mil gaye
Dekho sita ko ram mil gaye
Lo ji radha ko sham mil gaye
Sita ko ram radha ko sham
Sita ko ram mil gaye
Lo ji radha ko sham mil gaye

Tum chupna mai dhunda karungi
Tum chupna mai dhunda karungi
Tum kahna mai pucha karungi
Kabhi mai tumse pyar karungi
Kabhi tumhari pooja karungi
Ek ekeli nar naveli kitne hi kam mil gaye
Dekho sita ko ram mil gaye
Lo ji radha ko sham mil gaye
Pawan put hanuman ki
Dekho sita ko ram mil gaye
Lo ji radha ko sham mil gaye

O julmi natkhat sawariya
O julmi natkhat sawariya
Kitna tadpi mai bawariya
Kitna tadpi mai bawariya
Dhak dhak dil dhadka par
Tum tak na pahunchi koi khbariya
Ek hi pal ek najar me sare payam mil gaye
Dekho sita ko ram mil gaye
Lo ji radha ko sham mil gaye
O mere patidev ki jai bolo na
O mere patidev ki
Dekho sita ko ram mil gaye
Lo ji radha ko sham mil gaye
Sita ko ram radha ko sham
Sita ko ram mil gaye...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Siyapati Ramchandra Ki Jai Video

About Siyapati Ramchandra Ki Jai

Siyapati Ramchandra Ki Jai is a song from Bekaraar 1983. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Bekaraar 1983 album song list for more songs and album details.