Sitaron Aaj To Ham Lyrics, Singer & Song Details

Rakhi 1962 album cover

Rakhi 1962 Album Details

A. Bhimsingh
Ravi
Rajendra Krishan
Waheeda Rehman, Ashok Kumar, Pradeep Kumar, Mehmood

album songs
Sitaron Aaj To Ham
Singer : Asha Bhosle

Sitaron Aaj To Ham Lyrics

Song Title = Sitaro Aaj To Hum
Movie/Album = Rakhi (1962)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = A. Bhimsingh

Mp3 Song Lyrics

((Sitaron aaj to hum bhi
Tumhare sath jagenge
Sitaron aaj to hum bhi
Tumhare sath jagenge
Hui hai baat kuchh aisi ke
Sari raat jagenge

Khabar kya thi ke unki
Ek najar me ye asar hoga
Khabar kya thi ke unki
Ek najar me ye asar hoga
Najar me ye asar hoga
Idhar dil pe padegi aur
Udhar jajbat jagenge
Idhar dil pe padegi aur
Udhar jajbat jagenge
Sitaron aaj to hum bhi
Tumhare sath jagenge

Kabhi to unki baho mein
Hame bhi nind aayegi
Kabhi to unki baho mein
Hame bhi nind aayegi
Hame bhi nind aayegi
Kabhi to pyar ke
Soye hue halat jagenge
Kabhi to pyar ke
Soye hue halat jagenge
Hui hai baat kuchh aisi ke
Sari raat jagenge
Sitaron aaj to hum bhi
Tumhare sath jagenge....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Sitaron Aaj To Ham

Sitaron Aaj To Ham is a song from Rakhi 1962. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi. Read the lyrics above and view the Rakhi 1962 album song list for more songs and album details.