Sitam Andhi Se Lyrics, Singer & Song Details

Velu Nayakan 1999 album cover

Velu Nayakan 1999 Album Details

None
llaya Raaja, Deepak Santosch
P.K. Mishra, Nawab Arzoo
None

album songs
Sitam Andhi Se
Singer : Hariharan

Sitam Andhi Se Lyrics

Song Title = Sitam Andhi Se
Movie/album = Velu Nayakan (1999)
Singer = Hariharan
Music Director = Illaya Raaja, Deepak Santosch
Lyricists = P.K. Mishra, Nawab Arzoo

Mp3 Song Lyrics

((Haaaa .Haaaaaa...Haaaaaaa.. Haaaaaaa

Sitam Ke Aandhi Se, Bichar Ke Daali Se
Chaman Ka Phool Yaha Kaise Khile Ga
Kaun Banega Tera Sahara,
Doobi Hai Nayaa Door Kinara
Jisne Teri Chehre Ki, Muskano Ko Cheena Hai
Aise Zalim Dunia Me, Marte Marte Jeena Hai
Sitam Ke Aandhi Se, Bichar Ke Daali Se
Chaman Ka Phool Yaha Kaise Khile Ga
Kaun Banega Tera Sahara,
Doobi Hai Nayaa Door Kinara


Karega Djo Bhi Yaha Bhare Ga Wo Hi Jaha
Karm Ke Bandhan Ko Bhool Na Djaana
Khoon Ke Badle, Khoon Milega
Pyaar Ke Badle, Pyaar Milega
Sagar Gehre Gehre Hai
Lehron Me Na Kho Djaana
Jeevan Ke Do Pehloon Hai
Gafil Tu Na Ho Djaana
Karega Djo Bhi Yaha, Bhare Ga Wo Hi Jaha
Karm Ke Bandhan Ko Bhool Na Djaana
Khoon Ke Badle, Khoon Milega
Pyaar Ke Badle, Pyaar Milega


Gushi Thi Jeevan Me Tumhaare Aane Se
Tumhaare Djaane Se Toot Gaya Dil
Kaise Jiyenge Tere Bina Ham
Kaise Sahenge Zindagi Ke Gam
Kya Kya Maine Socha Tha
Kya Yeh Maine Paaya Hai
Apne Haatho Se Maine, Apna Khoon Djalaya Hai
Karega Djo Bhi Yaha, Bhare Ga Wo Hi Jaha
Karm Ke Bandhan Ko Bhool Na Djaana
Khoon Ke Badle Khoon Milega
Pyaar Ke Badle Pyaar Milega..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Sitam Andhi Se

Sitam Andhi Se is a song from Velu Nayakan 1999. It is sung by Hariharan. Lyrics are credited to P.K. Mishra, Nawab Arzoo. Music information: llaya Raaja, Deepak Santosch. Read the lyrics above and view the Velu Nayakan 1999 album song list for more songs and album details.