Singham Title Track Lyrics, Singer & Song Details

Singham 2011 album cover

Singham 2011 Album Details

Rohit Shetty
Ajay Gogavale, Atul Gogavale
Swanand Kirkire
Ajay Devgan, Kajal Aggarwal, Prakash Raj

album songs
Singham Title Track
Singer : Sukhwinder Singh

Singham Title Track Lyrics

Song Title = Singham Title Track
Movie/album = Singham (2011)
Singers = Sukhwinder Singh
Song Lyricists = Swanand Kirkire
Music Director = Ajay Gogavale, Atul Gogavale
Director = Rohit Shetty

Mp3 Song Lyrics

((Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe
Jab khabar uthe ke aawe, singham

Na agan jale na magan jale
Bas kehar chale jab aawe, singham

Buron ko khench ke khench ke
Dhool dabeech ke lehpath padh jaaye
Bhalon ko kheench ke kheench ke
Baanhon mein bheech ke jappi mil jaaye
Na kisi se yeh kam, bada iss mein hai dum
Nar singh hai yeh singham

Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe
Jab khabar uthe ke aawe, singham

Na agan jale na magan jale
Bas kehar chale jab aawe, singham

Dil toh saccha hai
Iss dil mein rakh loon
Sapna accha hai palkon se dhaklo

Dil vil se toh hai yeh ik baccha
Sharaarat karta hi phire
Agar kabhi samjhe iss ko koi kaccha, ghusa hi mile
Taaza hai hawa ka yeh jhoka
Yahan wahan behta hi phire
Agar kabhi isska raasta roka
Toofan sar chade

Buron ko khench ke khench ke
Dhool dabeech ke lehpath padh jaaye
Bhalon ko kheench ke kheench ke
Baanhon mein bheech ke jappi mil jaaye
Na kisi se yeh kam
Bada iss mein hai dum
Nar singh hai yeh singham
Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe
Jab khabar uthe ke aawe, singham

Yeh na satka hai
Raste se kathor
Tagda jhatka hai
Dum hai toh chakh lo

Atrangi hai josh mein chalta
Bahoon mein bijli si chale
Bisre sholay sholay
Dushman toh raakh mein jaa miley
Jaise koi sher sehra mein chalta
Saara jag raundta chale
Yaaron bus ladhne ka isse chaska, parbat se bhide

Buron ko khench ke khench ke
Dhool dabeech ke lehpath padh jaaye
Bhalon ko kheench ke kheench ke
Baanhon mein bheech ke jappi mil jaaye
Na kisi se yeh kam
Bada iss mein hai dum
Nar singh hai yeh singham
Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe
Jab khabar uthe ke aawe, singham.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Singham Title Track

Singham Title Track is a song from Singham 2011. It is sung by Sukhwinder Singh. Lyrics are credited to Swanand Kirkire. Music information: Ajay Gogavale, Atul Gogavale. Read the lyrics above and view the Singham 2011 album song list for more songs and album details.