Sikandar Ne Porus Se Lyrics, Singer & Song Details

Anpadh 1961 album cover

Anpadh 1961 Album Details

Mohan Kumar
Madan Mohan Kohli
Raja Mehdi Ali Khan
Mala Sinha, Balraj Sahni, Dharmendra

album songs
Sikandar Ne Porus Se
Singer : Mahendra Kapoor

Sikandar Ne Porus Se Lyrics

Song Lyrics Title = Sikandar Ne Porus Se
Song Lyrics Movie = Anpadh (1962)
Singer = Mahendra Kapoor
Lyricist =Raja Mehdi Khan
Music Director =Madan Mohan
Film Director =Mohan Kumar


Mp3 Song Lyrics

((Sikandar ne Porus se ki thi ladaayi
jo ki thi ladaayi
to main kyaa karoon
to Kaurav ne Pandav se ki haathaapaayi
jo ki haathaapaayi
to main kyaa karoon
Sikandar ne Porus se ki thi ladaayi
jo ki thi ladaayi
to main kyaa karoon

o PUT "put" hai
to BUT "but" hai
zamaane ka dastoor kitna ulat hai
o PUT "put" hai
to BUT "but" hai
zamaane ka dastoor kitna ulat hai
paddhaate hain sab
mujhko ulti padhaayi
hai ulti padhaayi
to main kyaa karoon
Sikandar ne Porus se ki thi ladaayi
jo ki thi ladaayi
to main kyaa karoon

ae zaahil Ghaseeta
magar khaaye halwaa
ye har roz loote
mithaayi ka jalwaa
ae zaahil Ghaseeta
magar khaaye halwaa
ye har roz loote
mithaayi ka jalwaa
ye doodh mein paani
milaata hai bhaayi
na aaye malaayi
to main kyaa karoon
Sikandar ne Porus se ki thi ladaayi
jo ki thi ladaayi
to main kyaa karoon

ye BA hai lekin chalaaye ye thhelaa
ye MA hai lekin ye beche karelaa
ye BA hai lekin chalaaye ye thhelaa
ye MA hai lekin ye beche karelaa
agar teen din se ye bhookhhaa hai bhai
jo bhookhhaa hai bhai
to main kyaa karoon
Sikandar ne Porus se ki thi ladaayi
jo ki thi ladaayi
to main kyaa karoon..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sikandar Ne Porus Se

Sikandar Ne Porus Se is a song from Anpadh 1961. It is sung by Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Raja Mehdi Ali Khan. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Anpadh 1961 album song list for more songs and album details.