Shradha Rakho Jagat Ke Logo Lyrics, Singer & Song Details

Hari Darshan 1972 album cover

Hari Darshan 1972 Album Details

Chandrakant
Anandji, Kalyanji
Ramchandra Baryanji Dwivedi
Randhawa, Saroja Devi B., Satyajeet

album songs
Shradha Rakho Jagat Ke Logo
Singer : Lata Mangeshkar

Shradha Rakho Jagat Ke Logo Lyrics

Song Title = Shraddha Rakho Jagat Ke Logon
Movie/album = Hari Darshan (1972)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Ramchandra Baryanji Dwivedi
Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Chandrakan
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Shraddha rakho jagat ke logo
Apne dina nath me
Humari jiwan martyu ab uske haat me
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan
Bal na baka ho saka uska
Jiska raksak nihal
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan

Tyag do rey khali phal ki asha
Savarth bina parit jodo
Kal kya hoga iski chinta
Jagat pita par chhodo
Kya honi hai kya anhoni
Kya honi hai kya anhoni
Sab ka usko gayan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan

Jal thal aagan akash pawan par
Keval uski sata, keval uski sata
Jal thal aagan akash pawan par
Keval uski sata
Parbhu iccha ke bin
Yaha hil na sake ek ptaa
Hil na sake ek ptaa
Usi ka socha yaha pe hoga
Usi ka socha yaha pe hoga
Uski skati mahan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan

Bhagwan dayavan bhagwan dayavan
Bhagwan dayavan bhagwan dayavan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan
Bhagwan dayavan bhagwan dayavan..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Shradha Rakho Jagat Ke Logo

Shradha Rakho Jagat Ke Logo is a song from Hari Darshan 1972. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Ramchandra Baryanji Dwivedi. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Hari Darshan 1972 album song list for more songs and album details.