Shool Si Chubhe Hai Lyrics, Singer & Song Details

Shool 1999 album cover

Shool 1999 Album Details

Eeshwar Nivas
Ehsaan, Loy, Shankar
Sameer
Manoj Bajpai, Sayaji Shinde, Raveena Tandon

album songs
Shool Si Chubhe Hai
Singer : Sukhwinder Singh

Shool Si Chubhe Hai Lyrics

Song Title = Shool Si Chubhe Hai
Movie/album = Shool (1999)
Singer(s) = Sukhwinder Singh
Music Director(s) = Shankar-Ehsaan-Loy
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((shool si chubhe hai kyun yeh jindagi meri
dhool si lage hai kyun yeh jindagi meri
saanson mein jalan aankhon mein agan
sapano ka jahaan dhuwaan dhuwaan
chaaron taraf hai andhera ghana
aansu bani har khushi, kaisi hai yeh jindagi
shool si chubhe hai kyun yeh jindagi meri
saanson mein jalan aankhon mein agan
sapano ka jahaan dhuwaan dhuwaan
chaaron taraf hai andhera ghana
aansu bani har khushi, kaisi hai yeh bebasi

dil kahe har kasam tod du, dard ka yeh jahaan chhod du - (2)
main kis liye majbur hoon, samajhe nahi koyi yahaan
shool si chubhe hai kyun yeh jindagi meri
dhool si lage hai kyun yeh jindagi meri
saanson mein jalan aankhon mein agan
sapano ka jahaan dhuwaan dhuwaan
chaaron taraf hai andhera ghana
aansu bani har khushi, kaisi hai yeh bebasi

fas gaya main vachan bol ke, pi gaya main jeher ghol ke - (2)
mujhako mila yeh kya sila, bikhara mera woh aashiyaan
shool si chubhe hai kyun yeh jindagi meri
dhool si lage hai kyun yeh jindagi meri
saanson mein jalan aankhon mein agan
sapano ka jahaan dhuwaan dhuwaan
chaaron taraf hai andhera ghana
aansu bani har khushi, kaisi hai yeh bebasi
shool si chubhe hai kyun yeh jindagi meri))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Shool Si Chubhe Hai

Shool Si Chubhe Hai is a song from Shool 1999. It is sung by Sukhwinder Singh. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Ehsaan, Loy, Shankar. Read the lyrics above and view the Shool 1999 album song list for more songs and album details.