Shokhiyaan Nazar Mein Hain Lyrics, Singer & Song Details

Aasra 1966 album cover

Aasra 1966 Album Details

Satyen Bose
Laxmikant , Pyarelal
Anand Bakshi
Mala Sinha, Biswajeet

album songs
Shokhiyaan Nazar Mein Hain
Singer : Mohammad Rafi

Shokhiyaan Nazar Mein Hain Lyrics

Song Lyrics Title = Shokhiyan Nazar Me Hai
Song Lyrics Movie = Aasra (1966)
Singer= Mohammed Rafi
Music By = Laxmikant Pyarelal
Lyricist = Anand Bakshi


Mp3 Song Lyrics


((shokhiyan najar mein hai mastiyan hain chal mein
jab se hai mere khyal mein koi baat koi yaad koi naam
shokhiyan najar mein hain mastiya hain chal mein
jab se mere khyaal mein koi yaad koi naam
shokhiyan najar mein hain..

tanhaayi mein jaane kab kahin fir mulakat ho
ae mere dil diwane kis tarah roj baat ho
ho o aati hai aisi saal me ek subaah ek raat ek sham
shokhiyan najar mein hain, mastiyan hain chal mein
jab se mere khyaal mein koi yaad koi naam
shokhiyan najar mein hain..

pyaar se main darta hoon sochta hoon chura lu najar
jisko yaar main dekhta hun
us se daman chura lun magar
hoga ye dil har haal mein
majbur bechain badnaam..

shokhiyan najar mein hain mastiya hain chal me
jab se mere khyaal mein koi yaad koi naam
shokhiyan najar mein hain koi naam...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Shokhiyaan Nazar Mein Hain Video

About Shokhiyaan Nazar Mein Hain

Shokhiyaan Nazar Mein Hain is a song from Aasra 1966. It is sung by Mohammad Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Aasra 1966 album song list for more songs and album details.