Shishe Se Banee Ek Ladkee Lyrics, Singer & Song Details

Dastak 1996 album cover

Dastak 1996 Album Details

Mahesh Bhatt
Rajesh Roshan
Javed Akhtar
Sushmita Sen, Mukul Dev, Sharad S. Kapoor

album songs
Shishe Se Banee Ek Ladkee
Singer : Kumar Sanu

Shishe Se Banee Ek Ladkee Lyrics

Song Title = Shishe Se Banee Ek Ladkee
Movie/Album = Dastak (1996)
Singer = Kumar Sanu
Lyricist = Javed Akhtar
Music Director = Rajesh Roshan
Film Director = Mahesh Bhatt

Mp3 song Lyrics

((shishe se banee ek ladkee, patthar key nagar me aayee - (2)
woh dhund rahee thee motee, aur patthar se takrayee
shishe se banee ek ladkee, patthar key nagar me aayee
shishe se banee yeh ladkee, iss bat se hai anjanee - (2)
jab ret chamaktee hai toh, lagtee hai dur se panee
yeh phul hai sab kagaj key, lekin woh samajh naa payee
shishe se banee ek ladkee, patthar key nagar me aayee
woh dhund rahee thee motee, aur patthar se takrayee
shishe se banee ladkee se, keh do key naa bad me rona - (2)
kuchh log hain jo pital key, kehte hai woh khud ko sona
yeh jhut kaa pul tutega, aur gehree hai gham kee khayee - (2)
shishe se banee ek ladkee, patthar key nagar me aayee
woh dhund rahee thee motee, aur patthar se takrayee..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Shishe Se Banee Ek Ladkee

Shishe Se Banee Ek Ladkee is a song from Dastak 1996. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Dastak 1996 album song list for more songs and album details.