Shehzaadi Hai Koi Hai Lyrics, Singer & Song Details

Uuf Kya Jaadoo Mohabbat Hai 2004 album cover

Uuf Kya Jaadoo Mohabbat Hai 2004 Album Details

Manoj J. Bhatia
Sandesh Shandilya
Mehboob Alam Kotwal
Akshay Anand, Nitin Arora, Sammir Dattani, Anang Desai, Pooja Kanwal, Sachin Khe

album songs
Shehzaadi Hai Koi Hai
Singer : Kunal Ganjawala

Shehzaadi Hai Koi Hai Lyrics

Song Title = Shehzaadi Hai Koi Hai
Movie/album = Uuf Kya Jaadoo Mohabbat Hai... (2004)
Singers = Kunal Ganjawala
Song Lyricists = Mehboob Alam Kotwal
Music Director = Sandesh Shandilya
Director = Manoj J. Bhatia

Mp3 Song Lyrics

((Shehzaadi hai koi hai phulo see koi
Koi hai apsara, pari see
Pari see hai koi
Shehzaadi hai koi hai phulo see koi
Koi hai apsara pari see hai koi
Mehfil mein ho gayi hai
Shaamil ha dekho yeh hasin
Iss ki khushi ke liye
Aaye deewane hum sabhi
Mehfil mein ho gayi hai
Shaamil ha dekho yeh hasin
Iss ki khushi ke liye
Aaye deewane hum sabhi

Aap jo bole woh denge
Naa hum aap ko
Har nazar kar rahi
Hai salaam aap ko
Shokhi mein bhin hai sadigi
Hai aap mein woh tajegi
Chhayi hai dham se aap ke
Yaha pe yeh dilkashi
Mehfil mein ho gayi hai
Shaamil ha dekho yeh hasin
Iss ki khushi ke liye
Aaye deewane hum sabhi

Aaye ho bhale tum
Mehmaan banke
Par tum rahoge hokar yahi ke
Aaye ho bhale tum
Mehmaan banke
Par tum rahoge hokar yahi ke
Hai yaha woh jaadu gari
Hai pyaar bhi takraar bhi
Bura naa maano meherbaan
Fiza yaha mannchali
Mehfil mein ho gayi hai
Shaamil ha dekho yeh hasin
Iss ki khushi ke liye
Aaye deewane hum sabhi
Mehfil mein ho gayi hai
Shaamil ha dekho yeh hasin
Iss ki khushi ke liye
Aaye deewane hum sabhi
Shehzaadi hai koi hai phulo see koi
Koi hai apsara pari see hai koi
Naa naa naa naa naa naa naa..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Shehzaadi Hai Koi Hai

Shehzaadi Hai Koi Hai is a song from Uuf Kya Jaadoo Mohabbat Hai 2004. It is sung by Kunal Ganjawala. Lyrics are credited to Mehboob Alam Kotwal. Music information: Sandesh Shandilya. Read the lyrics above and view the Uuf Kya Jaadoo Mohabbat Hai 2004 album song list for more songs and album details.