Chal Chalein 2009 - Download Mp3 Song

Chal Chalein 2009

Chal Chalein 2009

Ujjwal Singh
Ismail Darbar
None
Javed Abedi, Anand Abhyankar, Adityansh

album songs
Shehar Haay Khub Kya Hai
Singer : Shreya Ghoshal, Shaan, Krishna

Shehar Haay Khub Kya Hai Lyrics

Song Title = Shehar Haay Khub Kya Hai
Movie or Album = Chal Chalein (2009)
Singer = Shreya Ghoshal, Shaan, Krishna
Music Director(s) = Illaiyaraja

Mp3 Song Lyrics

((shehar haye khub kya hai ye, shehar amrud ka hai ye
shehar hai ilahbad
shehar haye khub kya hai ye, shehar amrud ka hai ye
shehar hai ilahbad
ha yahi rahe the harivansh hamare
kya khub niraala ba ashk dulaare
kabhi to ganga ko chum le kabhi to jamuna ko chum le
sarswati aake jhum le waah waah waah waah

ai ye to amitabh ka chatpati chat ka
saath mei hai kalam davaat aur kitaab ka
chutkule hai yaha phir bhi gambhir hai
hai maja yahi to yaha ke sang sath ka
woh hai al parkke jo hai itna paak
ladate ladate yahi mare aazad
yeh to ilhabaad hai iski kya baat hai
yeh tamam sheharo ka taaj meri jaan
shehar haye khub kya hai ye, shehar amrud ka hai ye
shehar hai ilahbad
shehar haye khub kya hai ye, shehar amrud ka hai ye
shehar hai ilahbad

sangam ki naav se deta koyi taan hai
wo dekho samne aanand bhavan me shaam hai
pandit neharu hoke haan laal bahadur shastri
hindosta ke takht ke janme hai raaja yahi
rasik jano ka thaur hai ye, mahadevi ka maan hai ye
netraam ka chauraha aaj bhi isaki shan hai ye
albela yeh furtila magar ruk ruk ke chalta hai
mehanga na kharchila tanik thoda alag sa shehar hai ye
shehar haye khub kya hai ye, shehar amrud ka hai ye
shehar hai ilahbad
shehar haye khub kya hai ye, shehar amrud ka hai ye
shehar hai ilahbad
ha yahi rahe the harivansh hamare
kya khub niraala ba ashk dulaare
kabhi to ganga ko chum le kabhi to jamuna ko chum le
sarswati aake jhum le waah waah waah waah..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Shehar Haay Khub Kya Hai Video

Video Description :

Shehar Haay Khub Kya Hai download mp3 song

Recent Tags : Shehar Haay Khub Kya Hai Lyrics | Shehar Haay Khub Kya Hai Video Song | Shehar Haay Khub Kya Hai free play mp3 song | Shehar Haay Khub Kya Hai free download mp3 song | Shehar Haay Khub Kya Hai Full Video Song | Free Shehar Haay Khub Kya Hai movie songs | Shehar Haay Khub Kya Hai free songs | Shehar Haay Khub Kya Hai play online | Shehar Haay Khub Kya Hai free mp3 song download | Shehar Haay Khub Kya Hai online play Song | Shehar Haay Khub Kya Hai Hindi Lyrics | Shehar Haay Khub Kya Hai Lyrics | Shehar Haay Khub Kya Hai online mp3 songs | Shehar Haay Khub Kya Hai full songs | Shehar Haay Khub Kya Hai online music | Shehar Haay Khub Kya Hai free Video | Shehar Haay Khub Kya Hai online Video | Shehar Haay Khub Kya Hai mp3 Download | Free Download Shehar Haay Khub Kya Hai song