Sheesha E Dil Itna Na Lyrics, Singer & Song Details

Dil Apna Aur Preet Parai 1960 album cover

Dil Apna Aur Preet Parai 1960 Album Details

Kishore Sahu
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Raaj Kumar, Meena Kumari, Nadira

album songs
Sheesha E Dil Itna Na
Singer : Lata Mangeshkar

Sheesha E Dil Itna Na Lyrics

Song Title = Sheesha E Dil Itna Na
Movie/Album = Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
Singer = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Jaikishan, Shankar
Director = Kishore Sahu
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((machalti-jhoomti thandi hawaayen kahti hain
tadapti maujon ki chanchal adaayen kahti hain
sanwaaro zulf ko kaali ghataayen kahti hain
ye bhigi-bhigi suhaani fazaayen kahti hain
tumhin se aaj tumhaari nigaahen kahti hain
tumhin se aaj tumhaari nigaahen kahti hain
o o o o
sheesha-e-dil itana na uchhaalo
sheesha-e-dil itana na uchhaalo
ye kahin toot jaaega, ye kahin phoot jaaega
sheeshaa-e-dil itana na uchhaalo

nazaare ho gaye qurbaan in nazaaron par
machalke aa gayin laharen bhi ab ishaaron par
adaa se tairte phirte hain ham to dhaaron par
karenge pyaar ka jaadu javaan bahaaron par
ye kahane aai hain sou machhaliyaan kinaaron par
ye kahane aai hain sou machhliyaan kinaaron par
o o o o
sheesha-e-dil itana na uchhaalo
sheesha-e-dil itana na uchhaalo
ye kahin toot jaayega, ye kahin phoot jaayega
sheeshaa-e-dil itana na uchhaalo
la la la la, la la la laa, la la la la, la la la laa
la la laa, la la la laa, la la laa, la la la laa

sambhaalo hosh ke dariya ka gahra paani hai
na doob jaao kahin bekhabar jawaani hai
jawaan bahaar kinaaron pe aani-jaani hai
zara khayaal rahe dil ajab nishaani hai
abhi to pyaar ki duniya tumhen basaani hai
abhi to pyaar ki duniya tumhen basaani hai
o o o o
sheesha-e-dil itna na uchhaalo
sheesha-e-dil itna na uchhaalo
ye kahin toot jaayega, ye kahin phoot jaayega
sheeshaa-e-dil itana na uchhaalo..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sheesha E Dil Itna Na

Sheesha E Dil Itna Na is a song from Dil Apna Aur Preet Parai 1960. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Dil Apna Aur Preet Parai 1960 album song list for more songs and album details.