Sheesha Chahe Toot Bhi Jaye Lyrics, Singer & Song Details

Tum Mere Ho 1990 album cover

Tum Mere Ho 1990 Album Details

Tahir Hussain
Anand, Milind Shrivastav
Majrooh Sultanpuri
Aamir Khan, Juhi Chawla

album songs
Sheesha Chahe Toot Bhi Jaye
Singer : Udit Narayan

Sheesha Chahe Toot Bhi Jaye Lyrics

Song Title = Sheesha Chahe Toot Bhi Jaye
Movie/album = Tum Mere Ho (1990)
Singers = Udit Narayan
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Tahir Hussain

Mp3 Song Lyrics

((Sheesha chaahe toot bhi jaey
Dil na kisi ka tootne paaey
Sheesha chaahe toot bhi jaey
Dil na kisi ka tootne paaey

Sheesha to phir mil jaata hai
Dil nahi woh cheez jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool jo phir baagh mein khil jaey

Dil nahi woh cheez jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool jo phir baagh mein khil jaey

Jaao khushi se tum chale jaana
Aik guzaarish karey yeh deewaana
[repeat]
Thehro, zara main hosh mein aa loon
Tukrey dil ke chun ke utha loon
Na koi tukra tum ko kahin chubh jaey
Na koi tukra tum ko kahin chubh jaey
Sheesha to phir mil jaata hai

Dil nahi woh cheez jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool jo phir baagh mein khil jaey
Dil nahi woh cheez jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool jo phir baagh mein khil jaey

Rukiye, zara sa khud ko sambhaloon
Aisa na ho kahin jaan ganwa loon
[repeat]
Bas ham ko to aap ka hai gham
Apna kya hai, rahain na rahain ham
Ba’ad mein elzaam tum pe nahi aajaey
Ba’ad mein elzaam tum pe nahi aajaey

Sheesha to phir mil jaata hai
Dil nahi woh cheez jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool jo phir baagh mein khil jaey

Sheesha chaahe toot bhi jaey
Dil na kisi ka tootne paaey

Sheesha to phir mil jaata hai
Dil nahi woh cheez jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool jo phir baagh mein khil jaey

Dil nahi woh cheez jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool jo phir baagh mein khil jaey.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sheesha Chahe Toot Bhi Jaye

Sheesha Chahe Toot Bhi Jaye is a song from Tum Mere Ho 1990. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Tum Mere Ho 1990 album song list for more songs and album details.