Shaurya Jitana Sikh Deewaane Lyrics, Singer & Song Details

Shaurya 2008 album cover

Shaurya 2008 Album Details

Samar Khan
Surendra Sodhi
Javed Akhtar
Rahul Bose, Kay Kay Menon, Minissha Lamba, Javed Jaffrey, Deepak Dobriyal, Priye

album songs
Shaurya Jitana Sikh Deewaane
Singer : Kunal Ganjawala

Shaurya Jitana Sikh Deewaane Lyrics

Song Title = Shaurya..... Jitana Sikh Deewaane
Movie/Album = Shaurya (2008)
Singer = Kunal Ganjawala
Music Director = Surendra Sodhi
Lyricist = Javed Akhtar, Jaydeep Sarkar

Mp3 Song Lyrics

((shaurya kya hai
(jitana sikh deewaane, maana usiko duniya ne
woh jo kabhi haar na maane, woh hi shaurya hai) - (2)
hey ya o wa o wa o wa -3, woh jo shaurya hai
hey ya o wa o wa o wa -3, usiki duniya hai

khaabon ko sachcha jo tu karde, jindagi hai teri
khataro ko tu khel samajh le jindagi hai teri
khaabon ko sachcha jo tu karde, jindagi hai teri
khataro ko tu khel samajh le sun le tu sun le
hey ya o wa o wa o wa -3, woh jo shaurya hai
hey ya o wa o wa o wa -3, usiki duniya hai
jitana sikh deewaane, maana usiko duniya ne
woh jo kabhi haar na maane, woh hi shaurya hai

himmat ke suraj aage hai darr ke andhere kya
josh agar hai jindagi mein toh maut ke ghere hai kya
himmat ke suraj aage hai darr ke andhere kya
josh agar hai jindagi mein toh
sun le tu sun le
hey ya o wa o wa o wa -3, woh jo shaurya hai
hey ya o wa o wa o wa -3, usiki duniya hai

(jitana sikh deewaane, maana usiko duniya ne
woh jo kabhi haar na maane, woh hi shaurya hai) - (2)
hey ya o wa o wa o wa -3, woh jo shaurya hai
hey ya o wa o wa o wa -3, usiki duniya hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Shaurya Jitana Sikh Deewaane

Shaurya Jitana Sikh Deewaane is a song from Shaurya 2008. It is sung by Kunal Ganjawala. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Surendra Sodhi. Read the lyrics above and view the Shaurya 2008 album song list for more songs and album details.