Shatranj Ki Chaal Hamari Lyrics, Singer & Song Details

Shatranj 1969 album cover

Shatranj 1969 Album Details

S S Vasan
Jaikishan Dayabhai Panchal
Indeevar
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman, Mehmood

album songs
Shatranj Ki Chaal Hamari
Singer : Mohammed Rafi

Shatranj Ki Chaal Hamari Lyrics

Song Title = Shatranj Ki Chaal Hamari
Movie/album = Shatranj (1969)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = S.S. Vasan

Mp3 Songs Lyrics

((Shatranj ki chaal hamari
Shatranj shatranj

Shatranj ki chaal hamari
Shatranj ki chaal hamari

Tu ranj na karna pyari
Tujhe jeet ke le jayenge

Dekhegi duniya sari
Shatranj ki chal hamari

Tu ranj na karna pyari
Tujhe jeet ke le jayenge
Dekhegi duniya sari

Koi ada to apni tere dil ko jeet legi
Pahuchenge pas tere surat badal badal ke

Koi ada to apni tere dil ko jeet legi
Pahuchenge pas tere surat badal badal ke

Shatranj ki chaal hamari
Tu ranj na karna pyari

Tujhe jeet ke le jayenge
Dekhegi duniya sari

Chhota sa ek sipahi kar jaye wo tabahi
Magrur badshahi rah jaye hath mal ke

Chhota sa ek sipahi kar jaye wo tabahi
Magrur badshahi rah jaye hath mal ke

Shatranj ki chaal hamari
Tu ranj na karna pyari

Tujhe jeet ke le jayenge
Dekhegi duniya sari

Shatranj ki chaal hamari
Tu ranj na karna pyari

Tujhe jeet ke le jayenge
Dekhegi duniya sari...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Shatranj Ki Chaal Hamari

Shatranj Ki Chaal Hamari is a song from Shatranj 1969. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Jaikishan Dayabhai Panchal. Read the lyrics above and view the Shatranj 1969 album song list for more songs and album details.