Sharma Na Yoon Lyrics, Singer & Song Details

Joshila 1973 album cover

Joshila 1973 Album Details

Yash Chopra
Rahul Dev Burman
Sahir Ludhianvi
Dev Anand, Hema Malini, Pran

album songs
Sharma Na Yoon
Singer : Asha Bhosle

Sharma Na Yoon Lyrics

Song Title = Sharma Na Yoon
Movie/Album = Joshila (1973)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Yash Chopra

Mp3 Song Lyrics

((Sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain
Sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain
Tarana dhadkan ka na sine me daba
Na koyee janega yeh aapas kee bat hain, hai na
Sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain
Tarana dhadkan ka na sine me daba, na daba, na daba
Na koyee janega yeh aapas kee bat hain, bolo na
Sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain

Hmm chup kyon ho nahee toh, khoye khoye se kyon ho

nahee toh
Phir kuchh bolo na, kya bolu
Khoya khoya kyon hain har khushee hain teree
Phul se jism kee tajgi hain teree
Khoya khoya kyon hain har khushee hain teree
Phul se jism kee tajgi hain teree
Yeh tohfa gulshan ka na pake yu gawa
Ke abb jo bhee hain sab tere hath hain, hain na
Sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain

Tum nahee piyogee mai nahee pita
Sirf ek ghut sirf ek ha meree khatir, aapkee khatir
Pyasa pyasa kyun hain aisa ka jam le
Mai tuhje tham lyu tu mujhe tham le
Pyasa pyasa kyun hain aisa ka jam le
Mai tuhje tham lyu tu mujhe tham le
Bahana bholepan ka banake na sata na sata
Ke badee mushkil se phir aatee yeh rat hai, bolo na
Sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain
Tarana dhadkan ka na sine me daba na daba
Na koyee janega yeh aapas kee bat hain, bolo na
Sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Sharma Na Yoon

Sharma Na Yoon is a song from Joshila 1973. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Joshila 1973 album song list for more songs and album details.