Sharma Ke Yeh Kyon Lyrics, Singer & Song Details

Chaudhvin Ka Chand 1960 album cover

Chaudhvin Ka Chand 1960 Album Details

M. Sadiq
Ravi Shankar Sharma
Shakeel Badayuni
Waheeda Rehman, Guru Dutt, Rehman

album songs
Sharma Ke Yeh Kyon
Singer : Asha Bhosle, Shamshad Begum

Sharma Ke Yeh Kyon Lyrics

Song Title = Sharma Ke Yeh Kyon
Song lyrics movie = Chaudvin Ka Chand
Singer = Asha Bhosle, Shamshad Begum
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Ravi Shankar Sharma
Director = Mohammed Sadiq
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

(( Sharma Ke Ye Kyon Sab Pardaanasheen Aanchal Ko Sanvaara Karta

Hain
kuchh Aise Nazar Vaale Bhi Hain Jo Chhup-chhup Ke Nazaara Karte

Hain

betaab Nigaahon Se Kah Do Jalwon Se Ulajhnaa Theek Nahi
aana Sambhal Ke Pardanasheenon Ke Saamne
jhukti Hai Zindagi Bhi Haseenon Ke Saamne
mehfil Mein Husn Ki Jo Gaya Shaan Se Gaya
jis Ne Nazar Milaayi Vahi Jaan Se Gaya
ye Naaz-o-ada Ke Matwaala Bemaut Bhi Maara Karte Hain ...

koi Na Haseenon Ko Poochhe Duniya Mein Na Ho Gar Dilwaale
nazaren Jo Na Hoti To Nazaara Bhi Na Hota
duniya Mein Haseenon Ka Guzaara Bhi Na Hota
nazaron Ne Sikhaayi Inhen Shoki Bhi Haya Bhi
nazaron Ne Banaaya Hai Inhen Khud Bhi Khuda Bhi
ye Husn Ki Izzat Rakhane Ko Har Zulm Gavaara Karte Hain ...

chheden Na Mohabbat Ke Maare In Chaand Si Surat Waalon Ko
arz Kar Do Ye Nuqtaacheenon Se
ki Rahen Door Naazaneenon Se
agar Ye Khush Hon To Ulfat Ka Ahataraam Karen
zara Bhi Khafa Hon To Qatl-e-aam Karen
ye Shok Nazar Ke Khanjar Bhi Seene Mein Utaara Karte Hain ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sharma Ke Yeh Kyon

Sharma Ke Yeh Kyon is a song from Chaudhvin Ka Chand 1960. It is sung by Asha Bhosle, Shamshad Begum. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Chaudhvin Ka Chand 1960 album song list for more songs and album details.