Sharma Ke Badlo Mei Chanda Lyrics, Singer & Song Details

Chor Aur Chand 1993 album cover

Chor Aur Chand 1993 Album Details

Pavan Kaul
Nikhil, Vinay
Yogesh Gaud
Aditya Pancholi, Pooja Bhatt, Aruna Irani

album songs
Sharma Ke Badlo Mei Chanda
Singer : Anuradha Paudwal, S.P.

Sharma Ke Badlo Mei Chanda Lyrics

Song Lyrics = Sharma Ke Badlo Mei Chanda
Movie or Album = Chor Aur Chaand 1993
Singer(s) = S.P. Balasubrahmanyam, Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Yogesh Gaud
Music Composer = Nikhil, Vinay
Director = Pavan Kaul
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((sharma key badlo me chanda kyun chhup raha hai
ham pyar kar rahe hain, shayad use pata hai) - (2)
sharma key badlo me.............

sapno me khoye huye hain ham dono sapno key rahee - (2)
ham ne kiya pyar kitna, dega yahee toh gawahee
chahat kaa lamha lamha, likhta yeh ja raha hai
ham pyar kar rahe hain, shayad use pata hai....
sharma key badlo me chanda kyun chhup raha hai
sharma key badlo me..............

sadiyon se yeh dekhta hai, milna dilo se dilo kaa - (2)
leta hai phir kyun sahara, udte huye badlo kaa
chupke se kyun naa dekhe, iskee yahee ada hai
ham pyar kar rahe hain, shayad use pata hai
sharma key badlo me chanda kyun chhup raha hai
ham pyar kar rahe hain, shayad use pata hai
sharma key badlo me
ham pyar kar rahe hain
sharma key badlo me ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sharma Ke Badlo Mei Chanda

Sharma Ke Badlo Mei Chanda is a song from Chor Aur Chand 1993. It is sung by Anuradha Paudwal, S.P.. Lyrics are credited to Yogesh Gaud. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Chor Aur Chand 1993 album song list for more songs and album details.