Sharam Aati Hai Magar Lyrics, Singer & Song Details

Padosan 1968 album cover

Padosan 1968 Album Details

Jyoti Swaroop
Rahul Dev Burman
Rajendra Krishan
Sunil Dutt, Saira Banu, Kishore Kumar, Mehmood

album songs
Sharam Aati Hai Magar
Singer : Lata Mangeshkar

Sharam Aati Hai Magar Lyrics

Song Title = Sharam Aati Hai Magar
Movie/Album = Padosan 1968
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((sharm aatee hain magar, aaj yeh kahana hoga
sharm aatee hain magar, aaj yeh kahana hoga
abb hame aap ke kadamo hee mai rahana hoga
sharm aatee hain magar

aap se ruthh ke ham jitna jiye khaank jiye]
aap se ruthh ke ham jitna jiye khaank jiye
kayee iljaam liye, aur kayee iljaam diye
aaj ke bad magar, kuchh bhee naa kahana hoga
abb hame aap ke kadamo hee mai rahana hoga
sharm aatee hain

der ke baad yeh samaje hain mohabbat kya hai
abb hame chaand ke jhumar kee jarurat kya hai
pyaar se badhake bhala aur kya gahana hoga
abb hame aap ke kadamo hee mai rahana hoga
sharm aatee hain magar, aaj yeh kahana hoga
aapake pyar ka bimar hamara dil hai
aapake pyar ka bimar hamara dil hai
aapke dhun ka kharidhar hamara dil hai
aapko apna koim dard na sehana hogha
aab hame aapke kadmome rehna hogha
sharm aatee hain magar, aaj yeh kahana hoga
sharm aatee hain magar...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Sharam Aati Hai Magar

Sharam Aati Hai Magar is a song from Padosan 1968. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Padosan 1968 album song list for more songs and album details.