Sharabi Kate Hain Mujhko Lyrics, Singer & Song Details

Do Jhoot 1975 album cover

Do Jhoot 1975 Album Details

Jitu Thakar
Jaikishan, Shankar
Verma Malik
Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee, Aruna Irani

album songs
Sharabi Kate Hain Mujhko
Singer : Nitin Mukesh, Lata Mangeshkar

Sharabi Kate Hain Mujhko Lyrics

Song Title = Sharabi Kahta Hai Mujhko
Movie/Album = Do Jhoot (1975)
Singer = Nitin Mukesh, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Music By = Shankar Jaikishan
Lyricist = Varma Malik

Mp3 song lyrics

((na mujhko hichki aayi na pav mera fisla
arey arey arey arey
na mujhko hichki aayi na pav mera fisla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
zamana hai bada pagla, kya baba
na mujhko hichki aayi na pav mera fisla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla

garibo ne pi dhan walo ne pi hai
ye bhudo ne pi jawano ne pi hai
zamano se ye to zamano ne pi hai
ho karte ho pike do ghunt hangama
dikhate ho tum ye naya karnama
ho mama ho mama ho mama
ab chhod do ye darama
hey aira gaira to isko pine se darta hai
arey koi kaleje wala hi ye pyala bharta hai
mai bhar ke zam duniya se ha
mai bhar ke zam duniya se pyar karne nikla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla

tumhe dekh kar humko aati sharam hai
zara socho kaisa tumhara karam hai
na iman tum me na koi dharam hai
dharam kya hai bolo ye iman kya hai
agar hum na mane to bhagwan kya hai
jo pita nahi hai wo insan kya hai
mere sine me ek aag ka dariya basa hai
har roz mera dil sholo se hi khela karta hai
maine to dil jala ke,
maine to dil jala ke jivan ka rang badla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla

bhala aag dil me ye kisne lagai
kaho kisne nindiya tumhari udai
ye khud hath se tumne duniya lutai
jivan ke jab sathi hi chhut jaye
jis ghar ko ghar wale hi lut jaye
jine ke sab aashre tut jaye
koi bhi sahara rahe jab na baki
ye sukh me bhi sathi ye dukh me bhi sathi
jisko gale lagaya,
jisko gale lagaya kanto ka har nikla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla
sharabi kahta hai mujhko zamana hai bada pagla..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sharabi Kate Hain Mujhko

Sharabi Kate Hain Mujhko is a song from Do Jhoot 1975. It is sung by Nitin Mukesh, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Verma Malik. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Do Jhoot 1975 album song list for more songs and album details.