Sharab Ka Sahara Le Ke Lyrics, Singer & Song Details

Commercial Pilot Officer 1963 album cover

Commercial Pilot Officer 1963 Album Details

O. P. Dutta
Roshanlal Nagrath
Anand Bakshi
None

album songs
Sharab Ka Sahara Le Ke
Singer : Mohammed Rafi

Sharab Ka Sahara Le Ke Lyrics

Song Lyrics Title = Sharab Ka Sahara Le Ke
Song Lyrics Movie = Commercial Pilot Officer (1963)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Roshanlal Nagrath
Director = O.P. Dutta
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Sharab ke sahara leke bhi
Bahal saka na mera ji
Ke yaad teri nashe pe mere chha gayi
Teri kasam tera yeh gham zara na kam hua
Bahal saka na mera ji
Sharab ka sahara leke bhi
Bahal saka na mera ji

Jo tune mujhko di nishaniya
Jo tune mujhko di nishaniya
Wo bhulti nahi kahaniya
Zindagi bebashi ban gayi
Juda bhi hoke tu mujhse na juda hui
Teri kasam tera ye gham zara na kam hua
Bahal saka na mera ji

Shikast ghoslo ki ho gayi
Shikast ghoslo ki ho gayi
Sharab aansuo mein kho gayi
Maine ki maykashi khub pi
Magar bujhi na ye aag tere pyaar ki
Teri kasam tera ye gham zara na kam hua
Bahal saka na mera ji

Yeh dil ka dag yun na dhul saka
Yeh dil ka dag yun na dhul saka
Ke jam me junu na dhul saka
Do ghadi bekhudi na rahi
Ke baat koi teri labo pe aa gayi
Teri kasam tera ye gham zara na kam hua
Bahal saka na mera ji...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Sharab Ka Sahara Le Ke

Sharab Ka Sahara Le Ke is a song from Commercial Pilot Officer 1963. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Commercial Pilot Officer 1963 album song list for more songs and album details.