Shaq Nahi Rupaye Mein Lyrics, Singer & Song Details

Raag Rang 1952 album cover

Raag Rang 1952 Album Details

Digvijay
None
None
Ashok Kumar, Geeta Bali, Sunder, Sudha Bali, Madan Puri, Ruma Devi, Jankidas, Ag

album songs
Shaq Nahi Rupaye Mein
Singer : Lata Mangeshkar

Shaq Nahi Rupaye Mein Lyrics

Song Title = Shaq Nahi Rupaye Mein
Movie/Album = Raag Rang 1952
Singer(s) = Lata Mangeshkar

Mp3 Songs Lyrics

(([shaq nahi rupaye mein paai ka
duniya hai naam safaai ka]......[2]

ye duniya hera pheri hai
kabhi teri hai to kabhi meri hai
tunduna tunduna shoor, kali kalingan shoor
o o o baabuji, o baabuji, khel safaai ka
shaq nahi ...

chatak chatak chatakaare lekar
sunane vaale mere taraane
muft baari ke gaye zamaane
jald nikaalo do do aane
o na na ek aana ham nahi maangata
din hai ye mehangaai ka

shaq nahi rupaye mein paai ka
duniya hai naam safaai ka]......[2]

dhan daulat ke matwaalon ki
har baat niraali hoti hai
baazaar mein nikale deevaala
aur ghar mein deevaali hoti hai
hai ye bhi rang kamaai ka

shaq nahi rupaye mein paai ka
duniya hai naam safaai ka]......[3]))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Shaq Nahi Rupaye Mein

Shaq Nahi Rupaye Mein is a song from Raag Rang 1952. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Raag Rang 1952 album song list for more songs and album details.