Shaitaaniyan Raat Bhar Lyrics, Singer & Song Details

Badmashiyaan 2015 album cover

Badmashiyaan 2015 Album Details

Amit Khanna
Bobby-Imran
Shabbir Ahmed
Sidhant Gupta, Sharib Hashmi, Gunjan Malhotra

album songs
Shaitaaniyan Raat Bhar
Singer : Ankit Tiwari

Shaitaaniyan Raat Bhar Lyrics

Song Lyrics Title = Shaitaaniyan
Song Lyrics Movie = Badmashiyaan (2015)
Singer = Ankit Tiwari
Music = Bobby-Imran
Lyrics = Shabbir Ahmed
Music On = Zee Music


Mp3 Song Lyrics

((Shab ki baahon mein so jaaye subah
Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa

Shab ki baahon mein so jaaye subah
Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa

Goonje saanson mein teri hi sadaa
Main lafz tera tu hai meri zubaan
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar

Milna tera.. milna mera..
Milna tha kismat mein likha
Manzil bhi thi milon judaa
Raahein mili jo tu milaa

Tu ru-ba-ru hai aarzoo
Aa bhi ja baahon mein tu zaraa
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar

Saath tere chalta chalun
Anjaan raahon pe yunhi
Rishta koi sadiyon ka tha
Apna lage hai tu kahin
Tu hi sazaa tu hi duaa
Hai mere jeene ki tu wajah
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Shaitaaniyan Raat Bhar

Shaitaaniyan Raat Bhar is a song from Badmashiyaan 2015. It is sung by Ankit Tiwari. Lyrics are credited to Shabbir Ahmed. Music information: Bobby-Imran. Read the lyrics above and view the Badmashiyaan 2015 album song list for more songs and album details.