Shaire Mein Ho Gaya Deewana Lyrics, Singer & Song Details

Vijeta 1996 album cover

Vijeta 1996 Album Details

K. Murali Mohan Rao
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Sanjay Dutt, Raveena Tandon, Ajit Vachani, Alok Nath

album songs
Shaire Mein Ho Gaya Deewana
Singer : Abhijeet Bhattacharya, Kavita

Shaire Mein Ho Gaya Deewana Lyrics

Song Title = Shaire Mein Ho Gaya Deewana
Movie/album = Vijeta (1996)
Singers = Abhijeet Bhattacharya, Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = Sameer
Music Director= Anand Srivastav, Milind Srivastav
Director = K. Muralimohana Rao

Mp3 Song Lyrics

((Shairi main ho gaya deewana
Shairi main ho gaya deewana
Janeman mujhe tune pagal kiya
Dard kya meri dhadkano ko diya
Dekh tujhe, dekh tujhe
Jab se dekh tujhe dil ne kaha
Mere dil ne kaha
Tujhsa na koi yaha
Shairi main ho gaya deewana
Shairi main ho gaya deewana

Aankho se bol gayi
Raaz wafa khol gayi
Aankho se bol gayi
Raaz wafa khol gayi
Chhoad de sharmana yu na palke jhuka
Kyu bhala tadpana meri baho me aa
Jana tujhe jana tujhe
Jab se jana tujhe
Dil ne kaha mere dil ne kaha
Tujhsa na koi yaha
Shairi main ho gaya deewana
Shairi main ho gaya deewana

Tanhayi mast shama us pe tera husan jawa
Tanhayi mast shama us pe tera husan jawa
Kali kali rahe jaise kajal tera
Makhmali haryalijaise aachal tera
Chaha tujhe, chaha tujhe
Jab se chaha tujhe dil ne kaha mere
Dil ne kaha mere dil ne kaha
Tujhsa na koi yaha
Shairi main ho gaya deewana
Hat pagali deewana to main hu
Tu deewani hai deewani
Shairi main ho gayi deewani
Mujhe tune pagal kiya

Dard kya meri dhadkano ko diya
Dekh tujhe, dekh tujhe
Jab se dekh tujhe dil ne kaha
Mere dil ne kaha))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Shaire Mein Ho Gaya Deewana

Shaire Mein Ho Gaya Deewana is a song from Vijeta 1996. It is sung by Abhijeet Bhattacharya, Kavita. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Vijeta 1996 album song list for more songs and album details.