Shaam Hai Dhuan Dhuan Lyrics, Singer & Song Details

Diljale 1996 album cover

Diljale 1996 Album Details

Harry Baweja
None
None
Ajay Devgan, Sonali Bendre, Madhoo, Amrish Puri, Shakti Kapoor, Parmeet Sethi

album songs
Shaam Hai Dhuan Dhuan
Singer : Ajay Devgn, Poornima

Shaam Hai Dhuan Dhuan Lyrics

Song Title = Shaam Hai Dhuan Dhuan
Movie/Album = Diljale (1996)
Singers = Ajay Devgn, Poornima

Mp3 Song Lyrics

((Shaam hai dhuaan dhuaan - 2
Oh, shaam hai dhuaan dhuaan
Jism ka ruwaan ruwaan
Uljhi uljhi saanson se
Baheki baheki dhadkan se
Keh raha hai aarzoo ki daastaan
Oh, shaam hai dhuaan dhuaan
Shaam hai dhuaan dhuaan

Aarzoo jhoot hai, kahaani hai
Aarzoo ka fareb khaana nahin
Khush jo rehna ho zindagi mein tumhe
Dil kisi se kabhi lagaana nahin

Mere dil pe jo likha hai
Voh tumhaara naam hai
Meri har nazar mein jaana
Tumko salaam hai
Mujhko tumse pyaar hai - 3
Pyaar hai, pyaar hai
Goonjte hai mere pyaar se
Yeh zameen aasmaan
Ho, shaam hai dhuaan dhuaan
Hai, shaam hai dhuaan dhuaan

Kyoon banaati ho tum ret ke yeh mahal
Jinko ek roz khud hi mitaaogi tum
Aaj kehti ho is diljale se pyaar hai tumhe
Kal mera naam tak bhool jaaogi tum

Tumhe kyoon yakeen nahin hai
Ke main pyaar mein hoon gum
Ho, mere khwaabon mein tum hi ho
Mere dil mein tum hi tum
Mujhko tumse pyaar hai - 3
Haan pyaar hai, hmm, pyaar hai
Pyaar mein nisaar ho gaye
Mere jism aur jaan
Shaam hai dhuaan dhuaan
Jism ka ruwaan ruwaan
Uljhi uljhi saanson se
Baheki baheki dhadkan se
Keh raha hai aarzoo ki daastaan
Oh, shaam hai dhuaan dhuaan
Hey, shaam hai dhuaan dhuaan

Ek pal mein jo aakar guzar jaata hai
Yeh hawa ka voh jhonka hai, aur kuch nahin
Pyaar kehti hai yeh saari duniya jisse
Ek rangeen dhoka hai, aur kuch nahin...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Shaam Hai Dhuan Dhuan

Shaam Hai Dhuan Dhuan is a song from Diljale 1996. It is sung by Ajay Devgn, Poornima. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Diljale 1996 album song list for more songs and album details.