Sehmi Sehmi Kahan Chali Lyrics, Singer & Song Details

Anmol Moti 1969 album cover

Anmol Moti 1969 Album Details

S.D. Narang
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Jeetendra, Babita Kapoor, Aruna Irani

album songs
Sehmi Sehmi Kahan Chali
Singer : Mahendra Kapoor

Sehmi Sehmi Kahan Chali Lyrics

Song Lyrics Title = Sehmi Sehmi Kaha Chali
Song Lyrics Movie = Anmol Moti (1969)
Singers = Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Ravi Shankar Sharma
Director = S.D. Narang
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Sahmi sahmi kaha chali
Chhod ke dil valo ki gali
Kab tak aankh churaye gi
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me

Sahmi sahmi kaha chali
Chhod ke dil valo ki gali
Kab tak aankh churaye gi
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me

Haye tera ye alhadpan
Toba toba ye chitvan
Aankh me shole nache
Julf me khele sawan

Haye tera ye alhadpan
Toba toba ye chitvan
Aankh me shole nache
Julf me khele sawan
Fir kar ha baras bhi ja
Kab tak yu tarsayegi
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me

Oh sahmi sahmi kaha chali
Chhod ke dil valo ki gali
Kab tak aankh churaye gi
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me

Khule khule se ye gesu
Mehki mehki ye khushbu
Koi churalega ek din
Dekh abhi anjaan hai tu
Khule khule se ye gesu haay
Mehki mehki ye khushbu
Koi churalega ek din
Dekh abhi anjaan hai tu
Mat ghabara paas to aa
Kab tak yu sarmayegi
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me
Oh sahmi sahmi kaha chali
Chhod ke dil valo ki gali
Kab tak aankh churaye gi
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me

Nayi jawani ki hal chal
Jaise bin barsa badal
Kahti hai har angdayi
Sath hume bhi le ti chal
Nayi jawani ki hal chal
Jaise bin barsa badal
Kahti hai har angdayi
Sath hume bhi le ti chal

Aankh mila man bhi ja
Kab tak hath na aaye gi
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me

Oh sahmi sahmi kaha chali
Chhod ke dil valo ki gali
Kab tak aankh churaye gi
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me
Kabhi na kabhi to fase gi mere jaal me
Oh sahmi sahmi kaha chali....))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Sehmi Sehmi Kahan Chali Video

About Sehmi Sehmi Kahan Chali

Sehmi Sehmi Kahan Chali is a song from Anmol Moti 1969. It is sung by Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Anmol Moti 1969 album song list for more songs and album details.