Seene Me Dil Dil Mein Lyrics, Singer & Song Details

Koi Aap Sa 2005 album cover

Koi Aap Sa 2005 Album Details

Partho Mitra
Himesh Reshammiya
Sameer
Aftab Shivdasani, Natassha

album songs
Seene Me Dil Dil Mein
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Seene Me Dil Dil Mein Lyrics

Song Title = Seene Me Dil Dil Mein
Hindi Movi/Album = KOI AAP SA
Singer(s) = Alka Yagnik, Udit Narayan
Music Director(s) = Himesh Reshammiya
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((seene mein dil dil mein dhadkan
dhadkan mein kya hain teri pyaas hain
har pyaas mein dard hain sanam
yeh dard tera ehsaas hain) - 3
o dilo jaana teri tamanna has saans ko
maine hain dekha mehsoos karke iss pyaas ko
seene mein dil dil mein dhadkan
dhadkan mein kya hain teri pyaas hain
har pyaas mein dard hain sanam
yeh dard tera ehsaas hain

(hotho pe dabi dasta koi aankho mein hain sapna
ajnabi sa koi ek dard hain magar lag raha hain apna) - 2
main na jaanu hamrahi kaisa hain yeh kaisa pyar hain
jaan leta hain jo bina bole
kya dhadkan ka ikraar hain
o dilo jaana teri tamanna has saans ko
maine hain dekha mehsoos karke iss pyaas ko
seene mein dil dil mein dhadkan
dhadkan mein kya hain teri pyaas hain
har pyaas mein dard hain sanam
yeh dard tera ehsaas hain

(o arzoo mein koi arzoo chupi saanso mein kasak hain
lamha lamha betaab karti jo pyar ki mehak hain) - 2
chahat ke saaye mein bikhri jaaye teri dosti ki khushbu
tere dil mein hain mera thikana
mere dil mein hain bas tu hi tu
o dilo jaana teri tamanna has saans ko
maine hain dekha mehsoos karke iss pyaas ko
seene mein dil dil mein dhadkan
dhadkan mein kya hain teri pyaas hain
har pyaas mein dard hain sanam
yeh dard tera ehsaas hain..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Seene Me Dil Dil Mein

Seene Me Dil Dil Mein is a song from Koi Aap Sa 2005. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Koi Aap Sa 2005 album song list for more songs and album details.