Sawan Barasne Laga Lyrics, Singer & Song Details

Sar Utha Ke Jiyo 1998 album cover

Sar Utha Ke Jiyo 1998 Album Details

Sikander Bharti
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Naseeruddin Shah, Madhoo, Manek Bedi, Raza Murad, Kiran Kumar, Gulshan Grover

album songs
Sawan Barasne Laga
Singer : Anuradha Paudwal, Udit Narayan

Sawan Barasne Laga Lyrics

Song Title = Sawan Barasne Laga
Movie/Album = Sar Utha Ke Jiyo (1998)
Singers = Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Sikander Bharti
Music Label = Zee Music

Mp3 Songs Lyrics

((Baadal garajne laga
Sawan barasne laga
Baadal garajne laga
Sawan barasne laga
Chhayi mohabbat ki
Pyaasi ghata
Ye dil taras ne laga

Baadal garajne laga
Sawan barasne laga
Chhayi mohabbat ki
Pyaasi ghata
Ye dil taras ne laga

Ye hawa ka jhauka
Hain bada deewana
Aa gale laga le
Kyun kare bahana
Kyaa pyaas jage
Kyaa aag lage
Ye bund ke hai angaare
Ras khol gayi kuch bol gayi
Barsaat ki bauchhare
Saanso ne saanso ko
Aise chhuaa
Jeevan mahek ne laga
Baadal garajne laga
Sawan barasne laga
Baadal garajne laga
Sawan barasne laga

Chum loon labon se
Ye khili jawaani
Hain bada nashila
Baarisho ka paani
Meri jaane jigar
Inkaar na kar
Baahon mein mujhe tu bhar le
Teri jaan hoon main
Kurbaan hoon main
Jo chahein jeeya woh karle
Tune jo pehalu mein mujhko liya
Ye tann behek ne laga
Baadal garajne laga
Sawan barasne laga
Baadal garajne laga
Sawan barasne laga
Chhayi mohabbat ki
Pyaasi ghata
Ye dil taras ne laga..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Sawan Barasne Laga

Sawan Barasne Laga is a song from Sar Utha Ke Jiyo 1998. It is sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Sar Utha Ke Jiyo 1998 album song list for more songs and album details.