Sawan Aaye Ya Na Lyrics, Singer & Song Details

Dil Diya Dard Liya 1966 album cover

Dil Diya Dard Liya 1966 Album Details

Abdul Rashid Kardar, Dilip Kumar
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Pran

album songs
Sawan Aaye Ya Na
Singer : Mohammad Rafi, Asha Bhosle

Sawan Aaye Ya Na Lyrics

Song Title = Sawan Aaye Ya Na
Movie/album = Dil Diya Dard Liya (1966)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Naushad Ali
Director = Abdul Rashid Kardar, Dilip Kumar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Saawan aaye na aaye, jiya jab jhoome saawan hai
Saawan aaye na aaye, jiya jab jhoome saawan hai
Saawan aaye na aaye
Taar mile jab dil se dil ke wahi samay man bhavan hai
Wahi samay man bhavan hai
Saawan aaye na aaye

Ni sa re ma re sa re ma pa
Re ma pa ni pa ma pa ni sa
Aa….

Jab se piya tu naino main aaya,prem ke rang main rach gayi kaya.
Aa….

Baago main ban main neel gagan main,sab main hai tere roop ki

chaya
Tu hai mere sang to har dam,khushi ki aawan aawan hai
Khushi ki aawan aawan hai

Saawan aaye na aaye, jiya jab jhoome saawan hai
Saawan aaye na aaye

Ni sa ni sa re ma pa
Pa ma re ma pa sa ni.
Aa….

Aankhiyan mazire man ek tara, inmain baaje naam tihara
Aa….
Hanste gaate jeevan beete ,anth na ho ye geet hamara.
Mausam aaya sukh pawan ka, dukhon ki javan javan hai
Dukhon ki javan javan hai

Saawan aaye na aaye, jiya jab jhoome saawan hai
Saawan aaye na aaye...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sawan Aaye Ya Na

Sawan Aaye Ya Na is a song from Dil Diya Dard Liya 1966. It is sung by Mohammad Rafi, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Dil Diya Dard Liya 1966 album song list for more songs and album details.