Sawali Haseina Kabhi Mil Lyrics, Singer & Song Details

Koi Kisise Kum Nahin 1997 album cover

Koi Kisise Kum Nahin 1997 Album Details

Raj N. Sippy
Anand Raj Anand
Anand Raj Anand
Milind Gunaji, Shalini Kapoor, Ravi Kishan

album songs
Sawali Haseina Kabhi Mil
Singer : Kavita, Kumar Sanu

Sawali Haseina Kabhi Mil Lyrics

Song Title = Sawali Haseina Kabhi Mil
Movie/Album = Koi Kisi se Kum Nahin (1997)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Song Lyricists = Anand Raj Anand
Music Composer = Anand Raj Anand
Director = Raj N. Sippy
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Sawali o sawli
Sawali hasina kabhi mil
O sawali hasina kabhi mil
Tere liye tere liye bas mera dil
Sawli hasina kabhi mil
Tere liye tere liye bas mera dil
Gori ke liye na kali ke liye
Ha gori ke liye na kali ke liye
Bate vate kar ghul mil
Tere liye tere liye bas mera dil
Gori ke liye na kali ke liye
Ha gori ke liye na kali ke liye

Pahli dafa to sare aashik jamane ke
Bate yahi kahte hai
Ha hone jab lagte hai
Pyar purana to
Daye baye dekhte rahte hai
Nahi meri jan aisa
Kabhi nahi sochna
Najre milake tum dekho to jara
Najre milana koi khel nahi hota
Sawali hasina kabhi mil
Tere liye tere liye bas mera dil
Pichhe pichhe mere yu na aa aa
Pyar ki tu mere manjil
Pyar ki tu mere manjil
Tere liye tere liye bas mera dil
Ha gori ke liye na kali ke liye
Gori ke liye na kali ke liye

Baato mein teri main na aajau aakhir
Lagta hai mujhko to dar
Ha hone laga dil bekabu na jane kyo
Kaise huya ye asar
Rang mere pyar ka chadne laga hai
Chehre se ye aata hai najar
Jan meri muskil me pad nahi jaye
Ho gaya jo aisa agar
Aisi bi kya hogi muskil
Aisi bi kya hogi muskil
Tere liye tere liye bas mera dil
Ha gori ke liye na kali ke liye
Gori ke liye na kali ke liye
Gori ke liye na kali ke liye
Fir se kahona kya
Gori ke liye na kali ke liye
Ha gori ke liye na kali ke liye
Sawali main sawali
Sawali o sawali.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sawali Haseina Kabhi Mil

Sawali Haseina Kabhi Mil is a song from Koi Kisise Kum Nahin 1997. It is sung by Kavita, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Anand Raj Anand. Music information: Anand Raj Anand. Read the lyrics above and view the Koi Kisise Kum Nahin 1997 album song list for more songs and album details.