Sawaalon Mein Yeh Kaisi Zindgi Lyrics, Singer & Song Details

Samrat And Co 2014 album cover

Samrat And Co 2014 Album Details

Kaushik Ghatak
Ankit Tiwari
None
Rajeev Khandelwal, Madalasa Sharma, Gopal Datt

album songs
Sawaalon Mein Yeh Kaisi Zindgi
Singer : Shreya Ghoshal

Sawaalon Mein Yeh Kaisi Zindgi Lyrics

Song Title = Sawaalon Mein Yeh Kaisi Zindgi
Movie/album = Samrat And Co (2014)
Singers = Shreya Ghoshal
Song Lyricists = None
Music Director = Ankit Tiwari
Director = Kaushik Ghatak

Mp3 Song Lyrics

Sawalon mein yeh kaisi zindagi
Gumaa hai gumaa..
Nazar yeh kisko dhoondhti
Dhuaan hai dhuaan..
Phir kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyan

Sawaalon mein yeh kaisi zindagi
Gumaa hai gumaa..
Nazar yeh kisko dhoondhti
Dhuan hai dhuan..

Uljhi yeh na suljhi aur uljhi dastaan hai
Jiski na ho manzil ek aisa raasta hai
Uljhi ye naa suljhi aur uljhi daastan hai
Jiski naa ho manzil ek aisa rasta hai
Phir kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyan

Sawalon mein yeh kaisi zindagi
Gumaa hai gumaa..
Nazar yeh kisko dhoondhti
Dhuan hai dhuan

Kyun har nazar mein ek ajab si tishnagi hai
Har sheh kyun achanak lag rahi ajnabi hai
Kyun har nazar mein ek ajab si tishnagi hai
Har sheh kyun achanak lag rahi ajnabi hai
Phir kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyan

Sawalon mein yeh kaisi zindagi
Guma hai guma..
Nazar ye kisko dhoondati
Dhuan hai dhuan

O...

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Sawaalon Mein Yeh Kaisi Zindgi

Sawaalon Mein Yeh Kaisi Zindgi is a song from Samrat And Co 2014. It is sung by Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to None. Music information: Ankit Tiwari. Read the lyrics above and view the Samrat And Co 2014 album song list for more songs and album details.