Sau Saal Jiyo Tum Lyrics, Singer & Song Details

Heera Moti 1979 album cover

Heera Moti 1979 Album Details

Chand
Omkar Prasad Nayyar
Ahmed Wasi
Shatrughan Sinha, Reena Roy, Danny Denzongpa

album songs
Sau Saal Jiyo Tum
Singer : Dilraj Kaur

Sau Saal Jiyo Tum Lyrics

Song Lyrics Title = Sau Saal Jiyo Tum
Song Lyrics Movie = Heera Moti (1979)
Singers = Dilraj Kaur
Song Lyricists = Ahmed Wasi
Music Composer = Omkar Prasad Nayyar
Director = Chand

Mp3 Song Lyrics

((Saja hai aaj mera ghar
Kisi dulhan ki tarah
Najar ke samne tum
Aa gaye chaman ki tarah
Bahar jaisi jawani
Tumhe mubarak ho
Tumhara pyar bhi mahke
Mere badan ki tarah

Sau saal jiyo tum jaan meri
Tumhe meri umariya lag jaye
Sau saal jiyo tum jaan meri
Tumhe meri umariya lag jaye
Tere man ki murade puri ho
Tere man ki murade puri ho
Khushiyo se daman bhar jaye
Khushiyo se daman bhar jaye

Sau saal jiyo tum jaan meri
Tumhe meri umariya lag jaye
Tere man ki murade puri ho
Tere man ki murade puri ho
Khushiyo se daman bhar jaye
Khushiyo se daman bhar jaye

Tum saath raho to aankho mein
Armano ki barat saje
Phulo ki tarah har dil mahke
Khwabo ki tarah har raat saje
Khwabo ki tarah har raat saje
Meri mang suhagan kahalaye
Jo rang tera pad jaye
Tere man ki murade puri ho
Tere man ki murade puri ho
Khushiyo se daman bhar jaye
Khushiyo se daman bhar jaye

Sau saal jiyo tum jaan meri
Tumhe meri umariya lag jaye
Tere man ki murade puri ho
Tere man ki murade puri ho
Khushiyo se daman bhar jaye
Khushiyo se daman bhar jaye...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sau Saal Jiyo Tum

Sau Saal Jiyo Tum is a song from Heera Moti 1979. It is sung by Dilraj Kaur. Lyrics are credited to Ahmed Wasi. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Heera Moti 1979 album song list for more songs and album details.